Bappi Lahiri the King of Melodious Music

-Deepali- thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 5
Posted: 11 years ago
#1

Bappi Lahiri the King of Melodious Music

Bappi Lahiri born 27 November 1952, is a music director in the Hindi film industry. He popularized the use of synthesized disco music in Indian cinema and sang some of his own compositions

He moved to Mumbai when he was 19. The first film for which he composed music was Nanha Shikari (1973). The turning point of his career was Tahir Husain's Hindi film, Zakhmee (1975), for which he composed music and doubled as a playback singer.

That the song was :

Nahin Nahin, Abhi Nahin
Abhi Karo Intezaar Chhodo Na
Nahin Nahin, Abhi Nahin
Abhi Karo Intezaar

Nahin Nahin, Kabhi Nahin
Main Hoon Beqaraar

Na Na Na Na, Mm Hm Hm Hm
Na Na Na Na, Na Baba

Main Bhi Jawaan, Tu Bhi Jawaan
Kami Hai Kis Baat Ki
Hey, Main Bhi Jawaan, Tu Bhi Jawaan
Kami Hai Kis Baat Ki
Yahan Aao, Na Ghabraao
Rut Hai Mulaaqaat Ki

Haan, Nahin Nahin Haan, Abhi Nahin
Phir Kabhi Dildaar

Nahin Nahin, Kabhi Nahin
Main Hoon Beqaraar
La La La La, La La La La La La La La, La La La

Bade Voh Ho Tum Piya
Zid Kyoon Nahin Chhodte
Ho, Bade Voh Ho Tum Piya
Zid Kyoon Nahin Chhodte
Haan, Kaliyon Ko Khilne Se
Pehle Nahin Todte

Na, Nahin Nahin, Kabhi Nahin
Chali Jaayegi Bahaar

Nahin Nahin, Abhi Nahin
Thoda Intezaar

Hm Hm Hm

Na Na

Ah Ha Ha

Na Na
Nahin Nahin, Abhi Nahin
Abhi Karo Intezaar

Nahin Nahin, Kabhi Nahin
Main Hoon Beqaraar

Na Na Na Na, Mm Hm Hm Hm
Na Na Na Na, Na Baba

Jaane Jaan Phir Kahan
Aisi Tanhaaiyaan

Oh, Jaane Bhi Do, Chhodo Mujhe
Hogi Ruswaaiyaan

Na, Nahin Nahin, Kabhi Nahin
Mat Karo Inkaar

Nahin Nahin, Abhi Nahin
Thoda Intezaar, Thoda Intezaar

He was the fittest musician for Mithun Chakraborty's disco dance-based films. Mithun Chakraborty and Bappi Lahiri became synonyms of Indian disco culture in the 1980s. He also scored music for many Hindi films produced from South India. He is called 'Disco King' around India.

One of the most famous song of Mithun composed By Bappi Da

Super dancer aaye hai aaye hai super dancer
Nachenge nachenge super dancer
Gayenge gayenge super dancer
Super dancer super dancer

Aaye hai aaye hai super dancer
Nachenge nachenge super dancer
Gayenge gayenge super dancer
Super dancer

Ye dance yaro aisi kala hai
Jo har kala se juda hai
Dil me khushi ka jab josh aaye
Ye tan badan jhum jaye
Nachu aise tujhpe jamana fida ho
Ke josh ye hausla ho
Tera sada har dil diwana tera ho

Sare jaha se juda ho teri ada
Super dancer aaye hai aaye hai super dancer
Nachenge nachenge super dancer
Gayenge gayenge super dancer
Super dancer super dancer

Dance jo karte yaha hai
Wo dil rahte jawa hai
Dance yaha bacho ke
Dilo ko bhi jawa karta hai
Bado ke dilo me nya josh naya rang bharta hai
Dance comeon

Masti ku dhun me hum nache aise
Har dil me halchal machaye
Jab tak hamari sanse chale ye
Wo pyar ke geet gaye
Dil na jise bhul paye

Nachu ause dil an jise bhul paye
Ek din wahi geet gaye sara jaha
Humko jo khud pe yaki hai
Kuch bhi to muskil nahi hai

Super dancer aaye hai aaye hai super dancer
Nachenge nachenge super dancer
Gayenge gayenge super dancer
Super dancer super dancer.

He was popular in the 1980s with filmi soundtracks like Disco Dancer, Namak Halaal and Sharaabi among others.specialy film was his land mark

That song from sharaabi was the most famous song of that year too

Hum bande hai pyar ke maange sabki khair
Apani sabse dosti nahi kisise bair

De de pyaar de
De de pyaar de pyaar de pyaar de re hamein pyaar de

De de pyaar de pyaar de pyaar de re hamein pyaar de

Duniya wale kuchh bhi samajhen ham hain prem deewane
Jahaan bhi jaayen tujhe pukaaren gaa ke prem taraane
De de pyaar de pyaar de pyaar de re hamein pyaar de
Ha De de pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar de re hamein pyaar de

Aane ko to roz hi aate suraj chaand sitaare
Ho phir bhi andheri hai ye duniya tu hi raah dikhaaye
Prem pyaar sukh chain ki varshaa teri nazar se barsen
Ye dukh dard ki aag mein bhi koi dil naa pyasa tarse
De de pyaar de pyaar de pyaar de re hamein pyaar de
Ha De de pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar de re hamein pyaar de

Yahaan dilon ke bich khadi jo vo deewar giraa de
Haan dil mein soyi soyi aisi pyaar ki jot jagaa de
Pyaar ho dil mein to lagti hai saari duniya pyari
Hum saari duniyaa ke saari duniyaa hamaari
De de pyaar de pyaar de re hamein pyaar de
De de pyaar de pyaar de pyaar de re hamein pyaar de

De de pyaar de pyaar de pyaar de re hamein pyaar de

De de pyaar de pyaar de pyaar de re hamein pyaar de

De de pyaar de pyaar de pyaar de re hamein pyaar de

Himmatwala,tohfa ,mawali also landmark of his career and his tuning with Jitendra also very strong..every song of these movies was super hits..one of the famous song is from himmatwala is :

Tathaiya thathaiya ho..
Tathaiya ta taiya ho..
Tum tana na na, tum tana na na
Tum tana na na, tum tana na na
Tum tana, tum tana
Tum tana, tum tana
Tum tana, tum tana
Tum tana, tum tana

Naino mein sapna
Sapnon mein sajna
Sajna pe dil aa gaya
Kyun sajna pe dil aa gaya (Repeat once)

Kai albele dekhe
Jawani ke rele dekhe
Haseeno ke mele dekhe
Dil pe.. ho.. ho..
Tu hi chha gaya aa..
Tu hi chha gaya

Arey naino mein sapna
Sapno mein sajni
Sajni pe dil aa gaya
Kyun sajni pe dil aa gaya

Tathaiya thathaiya ho..
Tathaiya ta taiya ho..

Na mila koi bhi tujhsa
Maine dekhi har gali
Maine chhoda zamaana saara
Main tere sang chali

Tann tera khila khila chaman
Tu jawaani ki kali..
Teri khushbu hi meri saanson mein
Pal pal hai pali..

Baahon ka sahara mila
Tera jo ishaara mila
Mujhe jag saara mila
Main toh ho ho..
Tujhe paa gaya..
Tujhe paa gaya

Naino mein sapna
Sapnon mein sajna
Sajna pe dil aa gaya
Kyun sajna pe dil aa gaya

Sun zara anadi sun zara
Kahe kya meri chudiyaan
Nagin ban ban ke
Dasti hai mujko
Ab ye dooriyaan

Dooriyaan ya majbooriyaan
Hai bas Kuch hi saal ki
Leke aunga tere ghar me toh
Ek din paalki

Neela gagan hoga
Sachcha bandhan hoga
Apna milan hoga
Man ko ho.. ho..
Tuhi ba gaya.. haan
Tuhi ba gaya

Naino mein sapna
Sapnon mein sajna
Sajna pe dil aa gaya
Kyun sajna pe dil aa gaya

Arey naino mein sapna
Sapno mein sajni
Sajni pe dil aa gaya
Ke sajni pe dil aa gaya..

In 2010 Lahiri was back with "i am a disco dancer" in Golmaal 3 in his own voice. The track was from his previous film Disco Dancer. In 2011, he sung the song Ooo la la Ooo la lain the movie The Dirty Picture for Vishal-Shekhar, which cherishes his Disco image. In 2011, he released album

Here is the Famous song from the dirty picture

rab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi

mehaki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq

girta sa jharna hai ishq koi uthta sa kalma hai ishq koi

saanson mein lipta hai ishq koi aankhon mein dikhta hai ishq

mere dil ko tu jaan se juda kar de yun bas tu mujhko fanaa kar de

mera haal tu meri chaal tu bas kar de aashiqana

tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana - 2

rab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi

mehki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq

sochun tujhe toh hai subah sochun tujhe toh shaam hai

haan manjilon pe ab toh meri ek hi tera naam hai

teri aag meri jalti koyle se mira banaki

khwaabon se aagey chal ke hai tujhe bataana

tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana - 2

saath saath chalte chalte haath chut jaayenge

aisi raahon mein milo naa

baatein baatein karte karte raat katt jaayegi

aisi raaton mein milo naa

kya hum hain kya rab hai jahan tu hai wahin sab hai

tere lab mile mere lab khile ab door kya hai jaana

tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana - 2

rab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi

mehki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq

mere dil ko tu jaan se juda kar de yun bas tu mujhko fanaa kar de

mera haal tu meri chaal tu bas kar de aashiqana

tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana

mehaki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq

girta sa jharna hai ishq koi uthta sa kalma hai ishq koi

saanson mein lipta hai ishq koi aankhon mein dikhta hai ishq

tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana


Edited by -Deepali- - 11 years ago

Created

Last reply

Replies

1

Views

1.4k

Users

2

Likes

3

Frequent Posters

krystel21 thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 5
Posted: 11 years ago
#2
Originally meant as a dare from the EHMMBH forum T&D game. Please disregard.
Edited by BalamPichkaari - 11 years ago
Top