OMG!!!!!! how come i did not see this thread frfm so many days???!!!!
btw, ifeel even the dialogues shld be added
*bilkul nahi mamu ki bhanji... teri toh aisi ki taisi
*waise iss attitude mein tum lagti kamaal ho
*tumse behes karna hi bekaar hai.pata nahin phupa aur phups tumhe itne saal kaise jhelte rahe
*haddi meri tooti hai par lagta hai afsoos tumhe ho raha hai
*main koi marne varne se darta nahi hoon ...main aaj maroon yah kal, mujhe koi fark nahi padta.. so chill!
* itne din se mein soch raha tha ki tum bewakoof ho.. par tum toh mahabewakoof nikli yaar!
*meli munni...Meli gudiya.. zaroor mujhe phasana chah rahi hogi kisi chakkar mein.. lekin main bhi phasne wala nahin hoon!!
*kahi saari chudaile pyjama party pe toh nahin jarahehe?
*I'm so happy for u... tum dono mein kitni understanding hai.. kitna trust karte ho.. waise tumdono mein zyada daravna kaun hai????
*aur railway station wali dialogue... pls make it complete.. I know u split it into 2 but few lines r missing so it feels very incomplete...(feelings toh hai.. bahut sari feelings... solid wali...tumhe ghar vapas lejaaneki, tumhare saat kitkit karke cheekneki, tumhare har saval ki javab banne ki... but u noe wat mamu ki bhanji? Ham dono ek doosre se lad jhagad sakte hai,cheek chilla sakte hai,haar jeet sakte hai magar bhag nahin sakte...aur yeh solid wali feeling hum dono mein ek doosre ke liye hai... iss liye bhago mat..varna Zain Usmaan Abdullah aur iss mamu ki bhanji ki kahaani adhuri rehjaayegi... aur main iss kahani ko tumhare saath puri karna chahtahoon... iss kahaani ka THE END hoga...mamu ki bhanji ki haar and Zain Abdullah lived happily ever after!)
Sorry if any of them has already been posted or suggested by someone else...
Edited by vinu127 - 10 years ago
comment:
p_commentcount