Chapter 19
Naitik mishti papa se mil lo
Akshara sees and support natik
Both hug each other
Natik mein samjhta hoo is feeling ko aapne baccho se dur rehna ka kya ehasas hota hai bacho ko bhi and parents ko bhi yeh ek bahut pyara rishta hai aur mein bich mein nahi aana chahata
After some time
Naman natik ke pairo mein gir jata hai
badi dadi mishti aur naira le jati hai
and said babhi please bhayia ko mana lo aap sahi keh rahe hai mujhe sach mein aaj yeh realise hua hai mein money ko paise hamesha life mein importance di balki aasli khushi tu family aur family ka sath jo mujhe mili but aapni bekhufi se mein gava tu please give me a second chance
Natik sees rajbhana rajbhana devyani (choti maa naman's mother ) ki taraf dekhte hai she is in tears and barik ko ha kiye ishara karte hai
Natik ok mein kha khate ho jayo
Naman stood
Natik mein tumhe maaf nahi kiya hai lekin ek pita ka dil hai mera is nate mein tumhe sirf yaha is ghar mein rehne ki izzazat di hai sirf lekin tum hamare bussiness mein part nahi karoge aur hamari property aur bussiness se dur rahoge is ghar aur bussiness se tumahara koi lena dena nahi hona chahiye is baat ko aache se samj lo jab tak hi tum sahi ho ya natak kar rahe ho yaha tum ek pita hone ki hasiyat se rahoge baki singhaniya family ke company share mein tumhare koi hissa nahi hai and goes
Akshara tum sirf yaha rehne ko diya humse rishta nahi hai tumhara jo tumne koya hai tumhe khud pana hoga dubara kamana hoga as father as son aur as husband and she also goes
Naman maa
Choti maa naman jo natik akshara ne kaha hai dhyan se sun lo aur agar tumne koi galti ki na ya is ghar ko todne ki ya ghar ko barbad karni ki koshish ki na tu yeh sab badhme mein pehle nikalo gi meri nazoro mein tum gir chuke ho and goes
Naman karishma thank you mujhe samjane kiye is ghar mein mishri se milane ke liye
Karishma naman aagar tumhari yeh koi chaal ho ya mera ya meri beti ka istmal kiya tu mujhse bura koi nahi hoga muj patni ka haq ko tumne kabhi diya hi nahi tum is ghar mein sirf sirf naitik bhayia ki mehrbani se ho kyunki vo kisi pita ko aapni bacho se dur nahi dekh sakte and goes
Naman in mind vapas ghar tu aayi gaya hoo family keh hai yeh sab dil jitna in emotional fools ka koi mushkil nahi hai property aur yeh ghar mera hi hoga sabko bahar nahi kiya tu mera naam naman nahi
Naksh at come home in evening
And naman se takrata hai
Aap yaha kaise
Naman-- Naksh mall mein jo kiya uske liye sorry aur mujhe khushi hai ki tumne bhaiya ko accept kar liya hai
Naksh mom yeh yaha kaise aur please jo bhi mall vo galti se slip ho gaya tha and sees please aap mujhse koi umeed mat rakhna par yeh yaha kyui hai
Natik yeh yaha sirf as father ek beti ka pita ki hasiyat se aur kuch nahi
Naksh kya mr singhaniya aap yeh sab yeh emotional hona yeh emotional fool hona band kijiye yeh parents children relation kuch nahi hota yeh sirf inka natak yaha wapas aane ka kahi aapko iski kimat na chukani bate nikal jayeye chachu yaha se darwaja udhar hai
Akshara naksh bado ke mamlo mein maat bolo jo hoga hamme bhi sab pata hai aur kuch aaisa kiya na isne tu iska bada khamiyaja bhugatna padega isse
Naksh please mujhe baccha mat boliye
Aur mujhe samaj nahi kabhi bacha bolke chup kar dete hai aur kabhi bada kehkar zimmedari ka ehasas karate rehte hai samaj nahi mujhe aap aur aapki yeh batte
Par mein itna janta ho yeh sahi nahi hai aur yeh koi sudhare nahi hai aur mein yeh saach aapke samne la kar rahuga mr singhania phir aapko samaj aayega mein kitna sahi tha and warns naman dekh li jiyega aap mein inki taraf emotional fool nahi hoo apki chaal aur niyat bhi janta hoo and goes
Natik in mind mein janta hoo beta aur teri feeling bhi par kahi na kahi chahta hoo ki naman sudhar gaya ho aur hamara daar aur hamari soch galat sabit ho and sees naman and warns now you better understand and your place in this house aaise hi rehna hoga tumhe yaha hope hamara daar aur soch galat sabit kar sako tum aur tum wakai sudhar gaye ho and akshara naitik waha se chale jate hai
Naman yeh sab kya ho raha kaise mein apni yaha jagah banauga
Naman sees mishti and uske pass jata hai but mishti frightened and not accept hum fully mishti papa aap kyu aaye hai mujshe wapas door jane ke liye mein daar lagta hai aapse and vo karishma ko dekh kar use hug kar leti hai karishma chup mishri chup dekho naira aa rahi khelo uske sath mishti goes
And karishna jane ke liye mudti hai naman karishma please karishma please leave me jo shyad daar mishti ko hai shyad kahi na kahi mujhe bhi hai hope tum saach mein badal gaye ho aur yeh tumhara natak nahi ho and chali jati hai
Naman sees this and feel sad and shouted karishma Misti yeh sab and tears in his eyes
Akshara sees this and sochti hai hope tum is feeling ko parents and apni life partner aur family values ko dokha nahi doge hamare vishwaas ko nahi todne doge is baar kuch aaisa hua tu tum hi ek pyari family family value chand paiso je liye hamesh ke liye kho doge bhagwan tumhe sahi raha dikhaye
Next natik feels dizzyness
Hope you all like it and gives suggestions too how I improve it
Comments (0)