Chapter 61
part 47 begins........
scene shifts, pari goes home... tulsi was sitting in the puja ghar, when pari comes n sits beside her, sudenly tulsi opens her eyes n she see that pari was sitting beside her
Tulsi:- ARE PARI??? TU YAHAAN... iss waqt to tujhe office mein hona chaahiye tha, Pari:- jaanti hoon naani, (as she says this, tears slips from her eyes) Tulsi:- KYA HUA BETA??? TU RO KYUN RAHI HAI... P:- THAK GAYI HOON NAANI,,,,, main thak gayi hoon, rahul se pyaar karne ki jo galti maine ki, pata nahi main kabhie iss musibat se bahaar aa paungi bhi yaa nahi, T:- kyun beta kya hua... aur rahul ne ab kya kiya vo to iss waqt lock up mein (then pari interuppts) Pari:- LOCK MEIN THA NAANI, LOCK MEIN THA.... Tulsi:- kyaaa??? , P:- LEKIN AB VO VAHAAN SE NIKAL GAYA HAI, (tulsi gets shocked) T:- lekin sanjay ne to use.... Pari;- HAAN, sanjay ne use arest karvayaa zaroor tha, par sirf shak hone pe, haamare paas koi saboot nahi hai ki rahul ne hi neha ka khoon kiya hai,sach jaante hue bhi hum kuch nahi kar paa rahe hai..... (tulsi gets tensed)... UPAR SE EK AUR MUSIBAT AA GAYI HAI, Tulsi:- kyaa?, Pari:- sanjay ko police arest kar ke le gayi hai, Tulsi:- hey bhagwaan...YE KAISE HO SAKTA HAI... P:- YE HO CHUKA HAI NAANI.. Tulsi:- kaise hua ye sab, P:- aaj subhe police sanjay ke ghar aayi thi, tab sanjay SN mein tha, uss waqt raman sir ne sanjay ko phone kiya aur uske baad.... (n she tells the whole story to tulsi, then tulsi thinks) T:- pata nahi kyun pari, par mujhe lagta hai ki ye sab rahul ka kia hua hai, P:- aapne sahi kaha naani, jab aaj subhe rahul office mein aaya tha.. to usne kaha ki vo mujhe aur mere gharwaalon ko nahi chorega, aur ye sab ho sakta usi ne kiya ho...sanjay ko phasaane ke liye, Tulsi:- jo bhi ho pari, sanjay ko kisi tarah se bachana hi parega, main abhi jaake mihir se baat karti hoon...P:- jaldi kuch kijiye naani, mujhe bohot darr lag raha hai...
scene shifts to mehra's house, rahul n mr mehra were celebrating as their plan gets successful to put sanjay behind the bars.....
Rahul:- Dad!!!! today i am really happy, ab sanjay ko pata chalega ki mujhse ulajnaa uske liye kitna bhaari par sakta hai, bada aaya tha, pari ki madaad karne, ab ghutnoke bal aaeyga GHUTNOKE BAL DAD!!!!! ki mujhe maaf kardo!!! MUJHE MAAF KARDO.... (n then rahul laughs) [then somebody says...... vo naubat main kabhi nahi aane doongi, then mr mehra n rahul turns back n see that pari was standing at the doorstep, then rahul smiles] R:- aao pari..... bolo kyaa kehna chaahti ho... P:- tumne jo sanjay ke saath kiyaa, tumhe main nahi chorungi .... i will make you pay for this.... aur jaahan tak baat hai, sanjay ke tumhare saamne girgiraane ki... ye to main kabhi nahi hone doongi...R:- (then rahul goes closer to her n he holds her by her hair n says) Dhamki de rahi ho mujhe, P:- (bearing the pain as rahul held her by her hair she says).... nahi rahul, main tumhe baatane aayi hoon, ki jitni takliff tumne auro ko di hai .. usse zayada dukh aur takliff main tumhare zindagi mein bhar doongi.... jab tak main zinda hoon... tab tak... (then rahul leaves her hair n says) R:- VERY GOOD??? mujhe to pata hi nahi thaa ki tumhare muh mein zabaan bhi hai.... aur jaahan tak takliff ki baat hai.... (then he grabs pari by her arms) uss sanjay ke itne tukre karoonga, ki ginte ginte pareshaan ho jaaogi.. saamjhi. (then pari looks at him, n smiles n says) P:- rahul… tum duniyaa se jhoot bol sakte ho lekin thaakurjee se nahi, aur jab uski laathi parti hai naa, to acche accho ko ghutne tekne parte hai.. aur bohot jald tumhara bhi ye haal hone waala hai… R:- JAAO!!! Ye dhamkiyaan mujhe mat do … aur bacha sakti ho to bacha lo uss sanjay ko.. (n then pari leaves, n then mr mehra says) Mr mehra:- Rahul!!! Ye larki jis taraah bol rahi thi kahin ye sach mein to kuch… R:- ARE NAHI DAD!!! Kuch nahi kar sakti yeh, POLICE KO SANJAY KE GHAR SE DRUGS MILE HAI, AUR AAP KO KYA LAGTA HAI VO LOG USE ASAANI SE CHOR DENGE… BILKUL NAHI…
scene shifts to interrogation room, five men were asking questions to sanjay, then two of them went out off the room, n were standing outside
INSPECTOR (1):- tumhe kyaa lagta hai, ise kuch pata hai, yaa khaamokha hum apna waqt barbaad kar rahe hai, INSPECTOR 2:- haan main bhi vahi soch raha tha, subhe se shaam ho chuki hai, ye kuch baatane ka naam hi nahi le raha hai, (then other three men also comes out of the interrogation room) SAAB!!! USE KUCH NAHI PATA…
scene shifts to police station, where pari was talking to police commissioner
P:- Sir…. Mera yakeen maaniye sanjay ne kuch nahi kiyaa, usse phassane ki koshish ki jaa rahi hai, P.COM :- dekhiye main khud bhi iss baat ko manna nahi chahata ki sanjay aisa kar sakta hai, vo ek bohot hi honhaar officer hai, lekin main kyaa kar sakta hoon, uske ghar se drugs mile hai, saboot sabke saamne hai… P:- sir ye zaroori nahi ki jo dikhta hai vahi hota hai, P.COM:- kyaa matlab hai aapka.., Pari:- SIR, SANJAY KO PHASAAYA JAA RAHA HAI!!!, P.COM:- aur ye tum kaise keh sakti ho, (PARI then tells the police commissioner the whole story about rahul n sanjay..n why rahul planned to put drugs in sanjay's house) P.COM:- dekho pari, apne 25 saal ke carrier mein, maine itnaa to seekh hi liya hai ki kon sach bol raha hai aur kon jhoot… lekin kanoon ko saboot ki zaroorat hai , jab tak saboot nahi hai tumhare pass main tumhari koi madad nahi kar sakta, aur sanjay ko parso court le jaya jaaeyga. Agar tumharri baat sach hai ki rahul ne neha ko maara hai, aur usi ne sanjay ko drugs ke case mein phasayaa hai to tumhe saboot lane hi parenge.. kisi bhi taraah..
scene shifts to mihir sitting in his bedroom n thinking, then tulsi comes n sits besides him
Tulsi:- kyaa hua mihir, kya soch rahe ho tum???? M:- samjh mein nahi aaraha ki kya ho gaya hai sanjay ko, main use ek samjhdaar aur honhaar police officer samjhta tha, AUR VO.. VO DRUGS KA BUSINESS KARTA HAI… Tulsi:- NAHI MIHIR… tumhe sanjay mein buraai isiliye nazar aa rahi hai kyunki tum sirf sikke ka ek pehelu dekh rahe ho… Mhir:- kya matlab, T:- matlab ye ki, sanjay koi drugs ka business nahi karta, balki use phasaya gaya hai.. AUR YE KAAM KOI AUR NAHI… rahul ka kia hua hai, M:- KYAA RAHUL KA!!! T:- haan…. M:- ise jitnaa samjha tha ye to usse bhi zyadaa gira hua nikla… aaj mujhe aapne iss faisle pe naaz hai ki maine rahul aur pari ke rishte ke liye mana aur aapne business ko unse alag kar diya tha, T:- LEKIN MIHIR!!! Abhi hume sanjay ko bachaane ke liye kuch na kuch karna parega, varna use unn gunahon ki saza mil jaaeygi jo usne kabhi kiyaa hi nahi hai…
M:- tum fikr mat karo tulsi, sanjay ko bachaane ki zimedaari ab meri hai…
enjoy reading!!!!
Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
Continue Reading next part >
Comments (2)
great updates :) .. do continue .
17 years ago
great part duyus that drugs bit was bad xxAnuxx
17 years ago