Chapter 54
part 40 begins.......
[scene now shifts, its morning time neha is standing infront of mirror getting ready n combing her hair n thinking]
N:- Aaj, bohot hi khass din hai, par pata nahi sanjay ko yaad bhi hoga yaa nahi...aaj hi ke din to sanjay ne peheli baar mujhse apni dil ki baat kahi thi, pata nahi isse yaad bhi hoga yaa nahi... [scene now shifts to sanjay in the hostel, getting ready n he is also thinking] S:- neha shayad aaj ka din bhul hi gayi hogi, par vo bohot khush hogi jab main usse gift dekar ussi tarah propose karunga jaise peheli baar kiyaa tha, (sanjay then looks at rahul who was standing facing towards the window very quitely, then sanjay looks at him n goes near him) S;- rahul, tu abhi tak taiyaar nahi hua, college nahi jaana kyaa.. R:- chala jaunga!!(he says by showing little bit coldness, sanjay then thinks) S:- lagta hai, kal ke vajey se pareshaan hai, tabhi shayad rudely baat kar raha hai, lekin isse ab iss situation se bahar laana hi paregaa(then after a pause sanjay says) rahul, tujhe yaad hai aaj rohan ka b 'day hai, shaam ko vo ek bohot badi party de raha hai, aur mujhse kaha hai ki main tujhe zaroor le aaun... (sanjay says this to change his mood, but it makes no differnence to rahul, instead he says) R:- tujhse ek baat puchun (he says very seriously) S:- haan puch... R:- tu apne pyaar ke liye kis hadd tak jaa sakta hai!! S:- YE KAISA SAWAAL HAI .... R:- nahi,, just casually puch raha hoon, S:- main apne pyaar ke liye jaan de sakta hoon!!!, R:- acchaa!! (he asks wid a witty smile on his face, thn after a pause he says) yehi to fark hai tujhmein aur mujhmein ki agar main apne pyaar ko paane ke liye jaan de sakta hoon, to usko cheene wale ki jaan le bhi sakta hoon. (sanjay gets surprised by such weired questions n says) rahul life is to move on, zindagi kisi ke liye nahi rukti, tumhe khud ko sambhaal na parega, (thn somebody calls sanjay,) HAAN AARAHA HOON, (thn he again says to rahul) aur haan aaj mai neha ko tujhse milvaaungaa, tu usse baat karlenaa..(sanjay then leaves n rahul says) life is to move on, HUHHH!! shayad tu mujhe abhi bhi samjh nahi payaa sanjay, jo cheez meri hai, use main hargis kisi aur ka nahi hone deta...,
[scene shifts in college, sanjay was walking towards the classroom in the corridor, suddenly rahul comes in front, n sanjay gets surprised]
S:- are tu, (rahul passes a witty smile), R:- kyun darr gaya kya…S:- nahi aisi baat nahi hai(he smiles n says), lekin tu itni der tak kahaan tha, R:- vo mujhe kuch zaroori kaam tha isiliye maine aaj koi bhi lecture attend nahi kiya, SANJAY actually main soch raha tha ki jitna jaldi hosake main neha se mil hi loon, taaki vo uss larki se mere liye baat kare, S:- (sanjay smiles) that's like a gud boy, R:- to phir tu neha ko phone kar de, S:- dekh abhi ek lecture baaki hai 1 ghante baad dono chalenge uske ghar, R:- to kya neha aaj kaam pe nahi gayi, S:- nahi yaar uski tabiyat theek nahi hai, aur upar se uski aunty bhi shehar se thore door gayi hai, R:- ohhh ( then rahul thinks something), to phir tu ek kaam kar main neha ko lekar sunset point ponhoch jaata hoon vahi par hum teeno baat kar lenge, S:- haan ek ghante baad main bhi aajunga. R:- ok.. S;- ok byee.
(then rahul n sanjay goes in the opposite direction, sanjay thinks) bichara rahul, hey bhagwaan iski madad zaroor karna, isko iska pyaar dilwado ..(n rahul thinks) sanjay ek ghante baad ponhochega, to job hi karna hai, sirf ek ghante ke ander hi karna hoga..
[scene now shifts, neha was sitting in her living room n was reading a book when, rahul comes from the back n knocks the door]
Neha:- COME IN!! (rahul comes inside n calls out her name) R:- neha!! (she turns back, when she hears a familiar voice) N:- TUM!!! TUM YAHAAN KYA KARNE AAYE HO, (rahul comes near her) R:- main jaanta hoon neha tum mujhse bohot naraaz ho, N:- MUJHE TUMHAARI KOI BAAT NAHI SUN NI, CHALE JAAO TUM YAHAN SE !! R:- PLS PLS NEHA sirf ek baar meri baat sun lo, (after pleading so many times neha agrees 2 listen to rahul) N:- THEEK HAI!! BOLO.. R:- neha, tum jaanti ho main kon hoon, N:- haan.. ek ameer baap ka bigra hua beta, R:- neha main rahul hoon, sanjay ka dost!!! (n neha gets stunned) R:- haan neha, main hi rahul hoon, sanjay ka dost, neha ye sach hai ki maine jabse tumhe dekha hai, main tumhe pyaar karne laga hoon, BUT BELIVE ME.. uss waqt main ye nahi jaanta tha ki tum sanjay ki mangetar ho, main yahan tumse maafi maange aayaa hoon, apni har bhul ke liye.. N:- (after sometime neha thinks n then she says) tum par bharosa karne ka mera man to nahi karta, lekin kyunki tum sanjay ke dost ho sirf isiliye, tumhe ek mauka aur de rahi hoon, par ye mat sochna ki main pichli baatein bhul gayi.. R:- (rahul smiles) THANK U THANK U SO MUCH…neha tumse ek aur baat kehni thi N:- bolo, R:- sanjay ne mujhe tumhara address diya tha aur kaha tha ki tumhe aakar bata doon ki vo iss waqt kisi kaam mein phas gaya hai, aur usse aane mein thori der lagegi, aur main tumhe lekar sunset point se 1 km door jo kaali maa ka mandir hai vahan le jaaun, vo bhi vahin pohonch jaeyga.. N:- WHAT!!! Kaali maa ke mandir, lekin kyun, well dekho neha sanjay ye baat nahi jaanta kit tum hi vo larki ho jisse main pasand karta hoon (he says wid hesitation) isiliye tumhe yaad hoga ki usne kal tumhe phone pe mujhse milvane ki baat kahi thi, N:- lekin sunset point mein kya kharaabi hai, R:- ye sab main nahi jaanta, jo usne kaha main vohi bata raha hoon…(neha thinks 4 a while n then she says main ek baar sanjay ko phone kar leti hoon) R:- neha sanjay ko phone mat karo abhi, N:- kyun R:- vo uske mobile ki battery low hai, isiliye.. R:- tum abhi zyada late mat karo, jaldi taiyaar ho jaao.. hume mandir pohonchna hai. N:- theek hai main abhi aayi.
[same scene… as neha goes inside, rahul calls some1]
R:- haan!! Sab kuch ready hai na.. (other person on phone) haan saab sab ready hai, aap bas larki ko leke mandir pohochiye, theek hai.. (as he ends the call, neha comes from the back n says) kisse baat kar rahe the, (rahul gets shocked n he turns back) vo….vo main…..vo neha meri sanjay se baat hogayi hai, N:- kyaa baat hogayi, kyaa kaha usne??? R:- well usne kaha hai ki usska kaam khatam hogaya hai, aur main tumhe leke mandir pohonchun, N:- theek hai..ab chalo..
[scene shifts to sanjay in the college, his class lecture is finished, he quickly goes down to n starts his bike, but he c the his bike is not starting]
(then one of his frnd says) Are sanjay!! Bike mein se to petrol leak ho raha hai, (then sanjay finds this very weired, n he thinks) are ye kaise ho gaya, kal hi to maine bike repair karvaiye thi, ye kaise hua…ohh gaud ab main sunset point kaise pohochunga, ek kaam karta hoon, rahul ko phone karta hoon, ki mujhe aane mein thora time lagega.. vo neha ko lekar sunset point pohonch jaaye, (then he calls rahul) R:- hello, S:- haan rahul, R:- haan sanjay..hum bas pohonch hi rahe hai, S:- are meri baat sun yaar!! Mujhe aane mein thora waqt lagega..(n he tells his wat happened) R:- ok…theek hai, S:- yaa bye..(right now rahul is driving n neha is sitting beside him) N :- kyaa keh raha tha sanjay, R:- vo keh raha tha ki, hum aur ktini der mein pohonch rahe hai, lagta hai sanjay tumhare bina bilkul nahi reh sakta hai.. (neha hesitatingly smiles)..
[scene shifts back to sanjay, taking his bike to a near garage of the college] S:- are ye meri bike ka petrol leak ho raha hai, isko theek kar do, worker:- theek hai saab.. S:- kitni der lagegi ismein…worker:- saab aadha ganta to lag hi jaaeyga.. S:- (sanjay thinks) ohh gaud vaise hi late hogaya hoon ab iss bike ke vajey se aur late ho jaunga, vaise bhi sunset point door hai, (thn sanjay says to the worker) job hi ho thora jaldi karne ki koshish karo.. worker:- ji saab.
[scene for a while shifts back to the present to sanjay pari n Tusli ]
pari:- main soch bhi nahi sakti thi ki rahul itnaa gir sakta hai, mujhe khud yakeen nahi hota, ki aise ghatiya insaan ko maine chahaa.. S:- main ye sab batake tumhara dil nahi dukhaana chahata tha pari..par main nahi chahataa ki jo, meri neha ke saath huaa, vo tumhare saath bhi ho… uss din maine neha ko rahul ke saath bhejkar bohot badi galati kar di thi, mujhe kyaa pata tha ki rahul neha ko pane ke junoon mein iss hadd taka age badh jaaeygaa,
T:- sanjay ab tak tumne jo kuch bhi batayaa usse ye to pata chalta hai ki rahul neha se bohot pyaar karta tha par issmein jurm karne layak koi baat nahi hai… (thn sanjay breaks down in2 tears n shouts) BAAT HAI DAADI, baat hai, ab tak maine aap sabko hum teeno ke rishte ke bare mein bataya, rahul ki dewaangi ke bare mein bataya, par usne apne iss pagalpan mein kyaa kiya hai vo batannaa abhi baaki hai……………..
This part ends here….enjoy reading n leave comments
Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
Continue Reading next part >
Comments (4)
Nice Part :) .. continue pleaase ! & thanks for PM !
17 years ago
wow.. you are so good at leaving cliff hangers.. i am dying to know what happened.. thanks for the PM.. please continue..
17 years ago
You like the character of Pari a lot. I hope they give her more prominence in the show. Continue writing, Duyus. I am intrested. bluedollie39212.2669675926
17 years ago
Hey duyus thnx for ur PMs n gr8 dear Ur updates r jst goin fabulous n amazin U r so creative dear Waitin for ur nxt update...keep writin
17 years ago