Chapter 47

duyus Thumbnail

Duyuus

@duyus

[SCENE AGAIN GOES BACK TO FLASH BACK]

(sanjay was getting ready, suddenly nehaa comes)N:- GUD MORNING!! S: kya baat hai, aaj mera chaand din mein kaise nikal aaya, N:- aji chand nahi kirne kahiye, suraj ki kirne, S:- are wah sher o shaiyari bhi seek rahi ho lagta hai..( neha giggles) accha vo sab baatein chodo, abhi ek zarroori kaam hai mujhe S:- ACCHAA tabhi sochun ye daaku haseena aaj, umrao jaan ki tarah shaiyari kyu kar rahi hai, (neha laughs) accha ab sunoge, S:- sunaaiye madam, N:- sanjay!! mujhe tumhare college ke principal se milna hai.. S:- kyun, N:- actually hamara organisation, jin aurton ke bacche abhi padhnaa chahte hai, unke education ke liye funds collect kar rahe hai.. S:- ohh ok, N:- to sanjay main tumhara bahar wait kar rahi hoon tum jaldi se taiyaar hokar mujhe apne college ke principal se milane le jaana , vaise bhi to tum abhi college hi jaa rahe ho, S:- okk.. (n as neha was about to go sanjay calls her back) ARE SUNO SUNO..N:- haan kya hua, S:- ek zaroori baat to batana bhool ho gaya, N:- kyaa, S:- actually mera ek dost hai rahul, N:- ye vahi hai naa jiske baare mein tum aksar khat mein likha karte the.. S:- haan, vo tumse milna chahta hai...N:- ok, S:- par zara sambhal ke milna, N;- kyu, S:- bhai, larkiyan use dekhte hi..apna dil kho deti hai...(neha gives a witty smile) lekin tumhare dost ne abhi tak mujhe nahi mila na isiliye... S:- theek hai dekhte hai kon apnaa dil khoyega..aur apne hosh gavayega.. neha :- dekhte hai....

[scene now shifts to college, in the principal room]
Principal:- ye to bohot accha kaam kar rahi ho beta, har state ke colleges mein agar tum jaise honhaar students ho, to definatly desh ki uunnati ho sakti hai, VERY GUD...(neha smile) [thn principal says to sanjay] sanjay beta tum bhi bohot acche student ho, tum kyun uss awara larke rahul ke saath ghumte ho, ye paise vaale logon ke bacche colleges mein addmission to le lete hai, par padhai ke naam se bhi door bhaagte hai.. (thn principal changes the topic n gives the donation)...
[scene shifts, sanjay n neha in the college lobby]
N:- sanjay, mujhe iss check ko draft mein change karna hai, actually org. vaale check nahi, draft accept karte hain...S:- to phir tum yaahan ruko, main ye draft bank mein jakar banvake aata hoon, N:- main bhi chalti hoon, S:- dekho bank saamne hi hai, tum yehi raho main 10 min mein aajaunga..N:- ok ..but come soon... [SCENE NOW SHIFTS BACK TO TULSI, PARI SANJAY]
sanjay( mujhe kya pata tha, ki use vahan par chod ke jaana meri zindagi ki sabse badi bhul hogi, ek waqt tha jab main neha ke bina khud ko soch bhi nahi sakta tha lekin uss waqt mere pass kuch bhi nahi tha...aur kismat ka khel dekhiye tulsi daadi aaj sabkuch hai par mera pyaar nahi)

part ends here....

duyus39204.5332060185

Your reaction

Nice Nice
Awesome Awesome
Loved Loved
Lol LOL
Omg OMG
cry Cry
Continue Reading next part >

Comments (3)

you should start your own TV show ...you are tooo good!! -Nisha

17 years ago

this ff i quite good actually continue soon

17 years ago

plsss comment is tht nobody reading my fanfic

17 years ago

Top