Chapter 23

pretty_mugdha Thumbnail

pretty_mugdha

@pretty_mugdha

Herz the next part
The next morning both the princes left for ayranagar along with the king of avadhi.
In arayanagar they were given a grand welcome.
Both the princes went to their room while MS held his talk with AV.
In DV room
Dharam:Pata nahin pitaji aur maharaj mein kya baatein chal rahin hongi
Veer:Yahi ki tumhari aur nivi bhabhi ki shaadi kab ho..
A maid enterd their room.
Maid:Aap dono rajkumaaron ko maharaj AV apne kamare mein bula rahein hain
Dharam:Pitaji...par kyun?
Veer(to the maid):Hum abh aate hain..
the maid leaves
Veer:Dharam chalo bhi ab apni shaadi ki baat sunkar sharmana band karo
Dharam:Hum sharma nahi rahe the...
Veer:Jhoothe..
Dharam:Hum jhoot nahi bolte.
Veer:Haan haan aap to satyavadi hain..dharam bhaiya...
Dharam:Sahi kaha akdoo(laughs)
Both the princes leave to AV's room
Dharam:Pitaji aapne humme bulaya
AV:Haan..andar aao dharam veer
AV:Aaj humme bahut garv hai ki humme ap jaise bete mile..aapne rakshak tabeez ke raaz ko bachaye rakha...aryanagar aur avadhi

aapka sadiyon tak shukraguzaar rahega..
Dharam:Ye to humaara kartavya tha pitaji
Veer(mutters):Nahi to dharam aur nivi bhabhi ki shaadi kaise hoti..
AV:Humme is baat ki bhi bahut khushi hai ki maharaj MS ne apni beti nivedita aur dharam ke rishte ki baat ki hai.
Swati(DV's mom):Sach nivedita jaisi bahu sabko nahi milti..
Dharam blushes..
Veer:Sahi kaha maa...par sach to ye bhi hai ki mere bhai jaisa damaad bhi sabko nahin milta..kyun dharam
AV:Dharam aur nivedita ki shaadi do din baad tai hui hai..kal subah hi hum log avadhi ke liye nikalenge
The next morning both the princes along with their parents and maharaj msleave for avadhi..
They reach their by the evening..
After the dinner
In Nivi's room
Nivi:Raksha..jab se dharam aur veer aaye hain unse hum theek se mil nahi paaye..
Raksha:Aur isliye tum dharam bhaiya se milna chati ho..kyun..
Nivi:Tum humesha hi humaare dil ki baat padh leti ho..
Raksha:Yehi to raksha ka kamaal hai..achcha tum pooja ghar mein jaao..main abhi dharam bhaiya ko wahan bhejti hoon..
with these words raksha rushes out to DV's room
Raksha:Dharam bhaiya..aapse nivi milna chahti hai..vo pooja ghar mein hogi..
Dharam:Nivi..(smiles)hum abhi milkar aate hain
Dharam leaves
Veer:Main aaj bahut khush hoon...aakhir mein jeet chaahat ki hi hui
Raksha:Haan...chahe kuch bhi ho jaaye dil ki chahtein..jhoothi zimmedariyon se to zyaada badi hain..
Veer:Maine kaha tha na dharam aur nivi bhabhi ko koi alag nahi kar sakta
Raksha:Maine bhi to yahi kaha tha
Veer:Tumne..tumne kuch nahi kaha tha..balki tumhe to poora yakin tha ki nivi bhabhi ki shaadi us harsh se hi hogi
Raksha:Akdoo..bahut jhoot bolne lage ho aaj kal
Veer:Jhoot main nahi tum bolti aayi ho aur vo bhi humesha se....samjhi gussail..
In the pooja ghar
Nivi:Hum aapse ye kehna chahte the ki aaj humaari shaadi sirf veer aur raksha ke kaaran ho rahi hai..ab ye humaari zimmedari

hai ki hum un dono ki shaadi karwayein
Dharam:Aap befikr rahiye hum pitaji se baat karenge..
Nivi(smile):Shukriya
Dharam:Shukriya?Kis baat ka?Humne to ab tak aapko ye bhi nahi kaha ki aap kitni sundar lag rahin hain..
Nivi(smiles):Dharam..aap bhi naa..
Dharam:Chaliye..ab apne apne kamare mein chalte hain..
Both of them leave to their rooms..raksha had already left from dv's room by the time dharam arrived
Veer:Kya baatein huin?
Dharam:Tum batao tumhare aur raksha ke beech kya baatein huin..
Veer:Kuch khaas nahi
Dharam:To hum dono ke beech bhi kuch khaas nahi hua
And he sleeps...veer tries hard to wake dharam up but in vain
In nivi's room
Raksha:Ab batao bhi nivi..kyun bulaya tha dharam ko
Nivi:Bas aise hi
Nivi also sleeps without revealing anything else
The next morning
Dharam:Veer..chalo humaare saath
Veer:Kahan?
Dharam:Pitaji ke kamare mein
In AV's room
Dharam:Maa..pitaji..hum aapse kuch kehna chahte the
AV:Kahiye na beta
Dharam:Hum chahte the ki humaari aur veer ki shaadi saath hi ho
Swati(surprised):Par dharam,veer ke yogya koi kanya bhi to mile..
Dharam:Humme uske yogya ladki mil chuki hai maa..
Veer was blushing with a surprised face..but soon he understood that this was the reason why nivi had called dharam yester-

night
AV:Kya!!!
Dharam:Haan pitaji..us ladki ka naam hai raksha
AV:Raksha..kahan ki rajkumari hai vo?
Dharam(teasingly):Veer ke dil ki..(on a serious note)pitaji..raksha koi rajkumari nahin hai..par veer use bahut pasand karta

hai..aur us se shaadi karna chahta hai..
AV:Dharam..ye tum kya keh rahe ho..humaara beta veer..aryanagar ka rajkumar ek mamoli ladki se shaadi kare..aisa kabhi nahi

ho sakta..
Veer:Raksha koi maamuli ladki nain hai..usne humaari bahut madad ki hai...
Swati(as if remembring sthng.):Kahin ye wahi to nahi...nivedita ki daasi..
Veer:Ma...vo unki daasi nahin hai...vo nivi bhabhi ki saheli hai..
Dharam:Haan..raksha ek bahut hi achchi ladki hai..bhale hi usme rajgharanon ka khoon na ho par usse apni zimmedariyon ka utna

hi ehsaas hai jitna kisi aur rajkumari ko..usme koi kami nahin hai..musibat mein humesha saath diya hai usne..bhale hi khud

dukhi ho par doosron ko khush rakhna jaanti hai vo..raksha jaisi bahu ko paakar aap log..
AV(interruptd):BAS..EK MAMOOLI LADKI HUMARE RAJYA KI RAJKUMARI KABHI NAHI BAN SAKTI..ab tum log jaa sakte ho..
Dharam was left speechless
Veer:Agar aapki ye zidd hai to meri bhi yehi zidd hai ki mein raksha se shaadi kar ke rahoonga..
AV:Veer..humaare hote huai aisa kuch nahi hoga
Veer:Aisa hi hoga pitaji..main dharam nahin hoon..mujhe in khoote zimeedariyon aur niyamon mein bhandhkar aap nahi rakh sakte

hain
AV(ANGRY):VEER..AGAR AISI BAAT HAI TO TUMHE ARYANAGAR KE RAJKUMAR KEHLANE KA KOI HAK NAHI
Veer:Mujhe bhi koi shauk nahi hai rajkumar banne ka..
then he leaves the room like a strom..
Dharam chasing him..
Veer directly went to nivi's room..
both the girls were shocked to see him standing at the door...the furious look in veer's face made them understand that

everything was not OK.
Raksha:Veer tum yahan..kya hua..
Veer:Chalo raksha..abhi chalo yahan se..
Nivi:Kya hua veer..tum itne naraz kyun ho..
Dharam arrived..
Dharam:Veer..ye sab kya tha..pitaji se kaise baat ki tumne...
Veer:Dharam..maine pehle bhi kaha hai aur ab bhi kehta hoon..main tum jaisa nahin hoon..mujh mein itni sehne ki shakti nahi

hai ki main apne haathon se mere aur raksha ke beech ke rishton ko mita doon..chalo raksha..hum in zimmedariyon..in niyamon

se kahin door chale jaayenge..kisi aisi jagah jahaan sirf sach ka saath diya jaaye...koi chota bada na ho aur jahan dil ki

baaat suni jaaye..
Veer stared directly into raksha's eyes....she had no questions to ask...she understood veer and his feelings...she knew that

her veer could never be wrong..she didnt know where they would go but atleast she will have veer by her side...
Without uttering a single word raksha started following veer
Nivi:Raksha ruk jao...aisa mat karo..raksha..
Raksha:Nivi tumhe meri kasam mujhe aaj mat roko
Nivi:Raksha..ruko..raksha..
Dharam:Veer..mat jao...veer sab theek ho jaayega...
But both of them didnt even turn back to look at their best friends..
Nivi and dharam were too tightly bounded with their responsibilties to follow Veer and raksha beyond the palace boundaries...
"ruk jao...dharam nivedita...."
The couple turned back...it was their charu chacha
Charu:Veer aur raksha abhi kisi ki nahin sunenge...main vishwaas dilata hoon ki tumhari shaadi tak sab theek ho jaayega..
Veer and raksha left their ever best friends..dharam and nivi..both stood helpless standin at the palace door step..tryin

hard to believe charu's words
Hope u lyk it..
please comment..and sorry for the typos

Your reaction

Nice Nice
Awesome Awesome
Loved Loved
Lol LOL
Omg OMG
cry Cry
Continue Reading next part >

Comments (5)

thanx guyz..i have tried in to bring the difference in opinions of dharam and veer and also nivi and raksha..

16 years ago

Woow dah was good...loved Veer todaii....he can do anything for his love...update soon.....

16 years ago

woow loved dis part! cheers...go VEER n RAKS WOHOO! so hapi for dem...plz update sooon xxxxxxxx

16 years ago

I have totaly no words to say..... that aryavardhan why can't he accep a daugther-in-law for veer's happienis....

But this was also a great part.... keep it up

Update soon..

16 years ago

loved it as usual keep it up

16 years ago

Top