Chapter 3
part 3
natik- bhabhi maa aap abhi bhi soch ligiye
akshara- ha bhabhi maa aur choti maa plzz ki nahi thoda loss hi to hoga
chotimaa and bhabhi maa- par ab ticket aa gaye
nk n ak -cancel kara dete hai hum nahi jana chaate
rajbhana enter in the room
akshara natik ab yeh ho sakta maine pucha detail li thi agar trip cancel kari to vo case kar sakte hai aur loss bhi bhahut hoga
natik n ak -chaolo thik ek saal ke baad hum sabke sath vaha phir trip par chalege
natik and akshara in room
akshara- oh! sorry natik n smiles
natik -akshara ke behind bhata hai aur akshara aage aage n a music playd
and after that catch her n come clse each other n lost in their eyes
akshara- natik yeh kya zaroori hai
natik- kyo akshara aap mere sath time spend karna nahi chahati yaha to kheti ho time nahi aab kaunsa bhabhana
akshara- natik aap phir and hit natik's leg
natik- aahuch kya hai akshara
akshara- kuch nahi dikh nahi raha raat
natik- aapse bahas karna bekar hai
akshara-natik yeh kya kar rahe ho sara mera set kiya hua kharab kar diya
natik- kyo sahi jamaya hai dress upar sari niche
akshara- hathiye aap and she nikal deti hai sabhi things ko
natik- aare yeh kya kiya aap bhi
akskshara- nikati hai n throw napkin on natik face
natik- aare akshara sambhal kar
akshara (suddenly ) aare duggu ko dekhna kal jab jayege to milega hi nai
natik -ha cholo mil aaye
both goes to duggu's room
duggu sleeping
akshara - sorry duugu beta hamhe jana hoga tumhara exam hai nahi to le chalte
natik- ha duggu we both miss so much kash tum bhi chal pate
akshara-miss u beta n weeping
natik- rohiye maat akshara aa jayega exams ke baat
natik and akshara both kiss him on his forehead n goes
next day duggu wake up
akshara -aaj mein tayaar kar deti hoo
duggu- mamma aap hamesha khete ho aona kaam khud kiya karo aab aaj kyo
akshara- kabhi kabhi maama dil karta hai beta
duggu (in mind) aaisa kaha ja rahe hai muche nahi batata maine puchuga bhi nahi aur aane par baat bhi nahi karooga jane to huu
natik -duggu maine tumhare shoes polish kar diye hai
duggu- papa aapne
natik- ha dekho kitne ache se
akshara- ha 3-4 bhar polish karti in par
natik in tearly eyes akshara
akshara- ok beta n hug her
on the breakfast table
duggu -sabhi meri pasand kka hai choclate milk
akshara- ha beta
mahharaji -duggu aapna tiffin le lo
bhabhi maa chotimaa ,rajbhana n all r so happy n alos sad too
duggu open his tiffin n saw of his favourite dish
bhabhi maa n choti maa -yeh sab akshara ne banaya hai
natik- aaj mein tumhare chod aata hoo
duggu- ok bye
akshara(in tears) byee beta
at 11'clock
bhabhi maa n choti maa -sab tayari aab nikhlana chahyie sahar mein bahut traffic hai aj
akshara- maan nahi kara raha
natik- abhi bhi kuch ho sakta ho
rajbhana- aare ek saal ki bhat hai ghar ke bahar bhi socha
maheswari too come there n rajshree
akshara- good luck of journery n ug her in tera
rajshree- sabhal kara jana mein yeh tiffin pack kar diya hai isme aachar hai aur isme kuch swwets n inme dry fruit aur isme
vishwambhar- baas bass beta tum dona aache se jana n good luk
akshara- ha maa n hugs again her
akshara n natik touch all elders feet n hugs naman n karishman
a sad song plays yeh rishata kya khelata hai
both r go n all r tears eyes
their flight go to capetownnn
after sometime- duggu come from the school
mamaam maamaa
bhabhi maa n choti mmaa - duggu aa gaya
bhabhi maa- laala mein teri dress change kar deti hoo
choti maa- maine kaha lagati ho naksh
duggu- maama kaha hai
bhabhi maa- vo aati hogi abhi
duggu- no i want maama n goes in his roon
choti maa n bhabhi maa - kaise se smjaye ise
exam tak bhat hai phir bata dege n phir thode din bha yeh bhi chala chayegs
duggu- naira naira
in room naira nahi hai mummy papa use le gaye muhe nahi exam tak wait nahi kar sakte
duggu suddenly saw a letter -
akshara
duggu beta sorry abhi jana pata urgent tha nahi to wait kar sakte the
sorry mamma ko
duggu become emotional
and he come down
bhabhi la chan kar do dress
choti maa- kaha laga diya hai la mein khila doo
nakash sad but ok
natik akshara at cape town finally hum yaha aa gaye
akshara - ghar phone lagana hai
natik- aap na ghar ko nagi bhulegi
akshaara- u again natik
phone ring
all r come there n pick the phone
bhabhi maa- akshara
akshara- aapko kaise pta chala in tears
chotimaa- bhabhi maa phone ko speaker par dalo
bhabhimaa-hha pata kaise ni hoga tum hi hoge miss uboth
natik n akshara- hum bhi
all- kaise ho
nk n ak -aap sab bolege to kaisesunughi mein
sabtik hai abhi phuje hi hai
duggu come here
all r on phone
naman -duggu champ muuma papa ka phone aaya hai aa jaho
duggu- mujhe nahi karni kaha to unse
chotimaa -naraz hai samaj jayega
naik n akshara- ha choti maa thode din ki bhat aa jayega ya phir ek hi saal ki bhat hum aa jayege uski study kyo karab kare
natik- ha uska saal karab hoga ek hi saal hi bhat hai
next part
at the capetown
there mountain ans scenery shown
Natik- kitni aachi air blow ho rahi hai
akshara- ha natik but duggu aur family ki yaad aa rahi hai
kash vo bhi hamare saath hota
natik- ha akshara but uski exam na hote to vo bhi aa jata
Akshara- ha, vo to sahi hai ek saal ki uski padai distrub hoti hai phir ek saal bhat to jana hi hai vapas
natik- kyo kar rahe ho akshara
akshara- natik phone laga rahi ho ghar par
natik - abhi to sabhi se bhat kari thi
akshara- duggu se ho jaye ek bar
natik-ok
phone bell ringing in ss house
bhabhi doing some work
girja dekh na
choti maa -girja kahi bahar gai hai mein aati hoo
suddenly duggu come in pick da phone
akshara- hello
duggu- about to put (rakhna)the phone
akshara- kaun duggu
duggu- maama ka phone hai n want to goes
choti maa comes and said
duggu tumhari maama ka phone unse bhat kar lo nahi to mein bhat nahi karugi tumse
dugu- hello mama
akshara- duggu beta naraz ho mujse but beta kya karti sorry bhand mein ja sakte to aapko le jate beta
duggu- maama zaroogi tha k ya
akshara- ka beta naira choti thi isliye use le gayi nahi to use bhi chod jati
duggu- sachi
akshara-muchi
duggu- maa sorry aap jaldi aa jao ab
akshara- ha beta exam katam hoge to tumhare le jayugi
duggu- ok maama tears n become happy
akshara- acha aab nazaz to nahi ho na mama
duggu- nahi mumma lekin jaldi se mere exam katam ho gaye
duggu become happy n exited n goes to his room
bhabhimaa - kaha ja raha lala
duggu-study karne taki jaldi se eh exam over ho jaye aur mein mama papa naira ke pass chaoo
duggu- abhi to 2 week aur hai
choti maa- to bhabhi maa bhat karne se hamesha dil halka hota hai aur galat phemii dur hoti hai
Natik - ho gai bhat akshara khush hai duugu
akshara- haa tabhi cell riging
akshara- ha maa
natik- inke to mphone hi chalo rahe pata nahi jo banglow diya hai company ne usme kab chalega
kis side hai location dekhta hoo
akshara- maa kaise ho
rajshri -thik hi hoo itni der se phone laga rahi ho lag h ini raha
akshara- maa mein duggu se bhat karrahi thi narazki door ho gai uski mein bhahut kush hoo
rajshree- samjati hoo maa ka dil ke ek saal tak kaise rahogui tere bina
akshara- maa hamara maan kyo banaya
rajshri -taki sabho sambhal se majbood banke
akshara- rakhti hoo maa natik bhula rahe hai
akshara- natik kya hua maa se bhat kar rahi thi
natik-yahi bhat karni hai phele company ne jo buglow diya hai dekh le
akshara- chaliye
at the buglow
natik- finally mil gaya kitne phone aur location dekhi
akshara- naye desh mein time to lagegna na hum buglow ka nam singhaniya sadan rakhe
natik- apki j oiccha vaise se bhi yeh ek saal tak hamare pass hai mein formalities puri karke n key lekar aata hoo
manager-comes
after some formatities he gives the keys
akshara- wow buglow kitni aachi location sea aur mountain ke bhich mein kitna aach hai scencery
natik (in romatic mood) aur hum dono yaha akle aur koi nahi
akshara- natik- romatic bhand mein hogiye luggage jamane mein madad kiyjye
next part - natik jalyofy akshara to create a acting to flirt with a girl
i konw it written in good but i want to write it
Comments (0)