Great idea to collect Mirza's dialogues. They are real gems.⭐️
Awesome job so far guys.👏
These are in random order that I found on twitter:
"Kam Se Kam uss buddhey ki umr ka lihaaj kar ke hi nikaah karne se mana kar diya hota..kyun usski jaan lene e tuli hain aap"
"Aap Ka ishaara Mil hum samjh gaye Mohatarma...Ab toh poori dilli jeet lenge hum"
"Mohabbat Khata hai toh khuda kare ki ye khata hum se roz ho"
"Zindagi jab azaab hoti hai,aashiqi kaamyaab hoti hai,rahi saza ki baat...toh apni iss saza ko aap ki raza mein badal dein toh"
"Abhi-abhi Khuda badal liya humne...zara deedar toh Karaao Shah Turkan ke"
"Kyunke jiss sultan ki aap waalida hain...Maaf keejiye ga par, thode nikkame hain woh"
"Khamosh padi aapki paazeb se Mirza ne baat ki saasien bhi khanakti hi shayad dilliwalo ka khena shehzaadi ki kamre mein saz bazte hai"
"Humaari seerat ya surat bhale aap ko achi nahi lagti ho par jaan padta hai humaari sohbat pasand aati hai aap ko"
"Langdi Bahu Chale saara ghar hiley"
"Khabar de ke khabardaar karne mein kya maza hai?"
"Jang ka ek usool hai mohtaram...Ke jabtak ek bhi ladaka medaanejung mein majood hai, jang khatam nai maani jati"
"Mirza aapke dilki baat samajhtaa hain"
"Badtameezon ko koi ye toh bataye...tameez ki bhi apni ek ada hoti hai"
"Koun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai. Yeh haqeeqat toh aankhon de bayaan hoti hai."
"Ama tum larkiyon ke saath bhi bohot dikat hai...matlab bare poochtein hain"
"Dil jalay hain hum..darte hain ke iss farebi dunya ko kahin aag na laga dein hum"
"Hum apki inhi aakhon ko bekhwaf dekhna chate hai mohtarma"
Edited by bhabhijaan - 10 years ago