Ami ye tum aur Peu kya ishtory paka rahi ho 😆...hairstyle se kahaan chale gaye dono 😆 😳..waise mujhe accha lag raha hai ye ishtory..kaash ye sab sach ho jaye 😉 😳
humko bas bahana chahiye MM ko taak dhin na dhin kara ne ka🤣 kyun ki real main MM dono sirf hug hug khelte hai bas🤔 to hamare dil ke Aarmaan yaha hi pure karege na.