SUVI kitne pyaar se yuvi ko dawai laga rahi thi!!!...n yuvi 🤣 aai uui kar rha tha... yaar i laughed too much at that scene...
n suvi ne kya dialogue maara,"hindi picture ke hero ki tarah mat karo... jab heroine dawai lagati hai to hero aise hi karta hai... hayeee!!!!!!!!! yuvi ne kya look diya🤣🤣, n suvi ne kaha galat matlab mat nikalo🤣🤣
😉😉
n jab yuvi ka aai uui continue raha to suvi ne kya authority se chup kaha..."chup bilkul chul"🤣🤣
and wo chup bhi ho gaya...
n kya look look hawa hawa scene mila...wow
"oo re maanva tu to bawra hai"
haye haye haye yuvi ke uss look pe to mai maar jawa!!!!
😉