are mitu and u playing hide and seek 😉😆Originally posted by: kriya2010
sis panga yehi hai kay jo log info dete hain wo keh rahe hain ARRY hai, lekin agar apna dimakh chalaon to khutka ho jata hai kay hai ya nahi hai kyunkay agar wo hota to yahan par PG k saath hona chahiye tha as a jodi jaise baaki do hain, this boy is really torturing now yaar😭 itna he keh de fb par kay main hoon thats itaur mitu b ghayab hai jab main aata hoon wo ghayab wo aati hai main ghayab😭sis agar is baar isnay fans ka papplu kiya na to main pehla fan hoon ga jo iski FB main jakar bakaity karon ga aur delete kardo ga isko FB se he, itnay nakshay to main ghar main nahi dekhta kisi k yaar jitnay is kay dekhne padhte hain