Kameeney Bhiaya khud jab kuch bolte hou tab kuch nahin hota kya😆 abhi mummy ko complaint karoo gayy beta abhi shuruwat hai agey agey dekho hota hai kya🤣tumhari ou main waaattt laga doun gi😛
..well sab meri waat lagane mai kyun peeche padhe hai ...already have 5 girls to deal with ab ek aur
chod do mujhe maine kuch nahi kiya agli baar aishi ko iritate nahi karunga ...
🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
Haar maan gayy naa???????