maan ki is halat mein bhi sab yeh expect karte hain including maan's dadi that he understands everything that is going around him. this is the same geet who left dadi without any thought..
aaj maan ko sabke pyaar aur saath ki zaroorat ia, to sab usi ko galat sabit karne mein lage hain. geet mein bhi zyada patience hai hi nahin. abhi abhi khud ka dukh hai use, maan ki zyada chinta nahin hia. aur dadi ka dimaag to mujhe samajh nahin aata. kjo aadmi bimaar hai - uski dekhbaal karni chahiye ki baki logon ki.
jab bhi geet dekhti hoon to bas vidya balan ki yaad aati hai movie saalameishq mein,. usme john abraham kitna patient tha. ek baar bhi apne baare mein nahin sochta tha. yahan to geet ko bas yeh padi hai ki maan itna rude kiase ho sakta hai
952