Originally posted by: ansarSss
oye khabardar jo mere rock ko eysa bola to🤣tumhara cena na jab chota hota tha na to andar he susu kar deta tha🤪🤣🤣
oh acha tum wahan ho phir or koi nahi ho ga wahan i m sure🤣
os ka number muje bhe dena main ne os se bat karni hai🤣
bus bach geya wo bohat active insan hai os ka samna main nahi kar sakta wo muj se 2 sal chita hai phir bhe🤣🤣
kahan karon wo or mera ak or dost hai wo dono mil kar muje he chuna lagatey rehte hain🤣
haan haan kahungi aur kahungi kya karoge 🤣🤣 huh so what?? aisa to tumne bhi kiya hoga 🤣🤣 OYEE!! yahan bahut log hain huh 🤣🤣 yeh state hi isiliye popular hai kyunki main hun yahan 😎 🤣🤣
huh uska number le ke use galiyan doge? 🤢🤢 besharam 🤣🤣
hahaha laallat hai tumpe ansar laallat hai 🤣🤣 jaao farhan ki dhulai kar ke aao 🤣🤣
awww to tum wiki ki help le liya karo 🤣🤣