Machalti bahaar mein
Dil kehta hai jaane jaana
Had se guzar jaoon pyaar mein...
🏏IPL 2026: Royal Challengers Bengaluru vs Chennai Super Kings, M 11🏏
🏏IPL Match 9th GT vs RR at Ahmedabad 🏏
🏏IPL 2026 Match 8th DC vs MI at Delhi🏏
🏏 IPL 2026 Match 10th SRH vs LSG at Hyderabad 🏏
'Not Making It To Appease Indians' Ramayana Producer
FAKE RASM & MUKTI SHOWN 4.4 &5.4
Happy birthday to Rashmika Mandanna
Hastinapur Ke Veer -sab tv
Rupaly Ganguly / Anupamaa - Happy Birthday 🎉
Vaada raha sanam
Honge judaa na hum
Geet gaate raho tum...😆😆😆
Sunenge sadaa hum...( I just made up my own lines)! 😆😕😆
thanku reema thanku....
de de pyaar de pyaar de
pyaar de re hame
pyaar de😆
Kangna kangna kangna, ha aah
Jhumka jhumka jhumka, ha aah
Paayaliya paayaliya, ha aah
Kangna kangna kangna, jhumka jhumka jhumka
Paayaliya paayaliya
Chhanak chhanak ke bole, chhanak chhanak ke bole, oh
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Zara bachke rehna chhalie, zara bachke rehna chhalie
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Koi kahe, o mujhko chhamiya
Koi kahe mujhko nautanki
Shaher shaher meri baatein, Mumbaiyaan Barabanki
Sab kahe mujhse aake mil, aake mil baba aake mil
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Zara bachke rehna chhalie, zara bachke rehna chhalie
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Chal chale in galiyon se
Chal chale rang raliyon se
Loot na le pyaase bhanwre khushboo maheki kaliyon se
Yeh nahin chaahat ke qaabil, yeh nahin chaahat ke qaabil
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Zara bachke rehna chhalie, zara bachke rehna chhalie
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
thanks alia...beautiful song...just love it😊
Originally posted by: heart girl
oye Thambu..aise kya hai uss remix mein jo aap humein dikhana chate hain? 😛
kuch bhi bura nahi hai yaar sab kuch achcha hai
half a dozen girls dances to the tune...
just picturised in a romantic way
that's all 😃
when you see it u will also enjoy it..
"pyaar mein kabhi kabhi aisa
hojata hai...choti si baathoun ka
fasaana ban jaata hai"😆
Originally posted by: heart girl
mera dil bhi kitnaaaaaaaaaa pagal hai
jo pyaar ye tumse karta hai 😳
jab saamne tum aate
jab saamne tum aate ho
Kuch bhi kehne se darta hai 😳 😭
o mere sajjan
sajan sajan
o mere sajaaaaaan
Tum bin sajan
barse nayan😭
jab jab baadal barse
majboor hum
majboor tum
dil milne ko tarse
Originally posted by: Deepal4u
Aaj kehna zaroori hai, O aaj kehna zaroori hai
Ke tumse pyaarhua hai, ke tumse pyaar hua hai
Badi mushkil yeh doori hai
Haan badi mushkil yeh doori hai
Ke tumse pyaar hua hai, ke tumse pyaar hua hai
wow deepal....I have gone throuh all your songs...I like all of them
thanks for posting and welcome always to the topic......😊
Teri pyaari pyaari surath ko
kisi ki nazar na lage
chash mein baddoor😊
Hum ko tum se pyaar hai
jiya bekarar hai
aaja meri bul bul
tera intizar hai