Originally posted by: -Dreamy_Girl-
Ghusse se to nahin maine socha tha takleef mein mera naam pukara tha......😆 Haan haan pata hai ki aap hum par ghussa nahi karte hai...... Aap ke ghusse mein bhi pyar chupa hota hai..... Aap ki har baat to sunni hi padegi...... Warna meri khair nahi.......😆
Main aise hi rahumgi Thambu ji...... Aap pukarte rehye main aati rahungi....... Nahi to aap kya kar lenge....😉
Thambu ji agar aap ghussa nahin honge to main aap ka ghusse se cute chehra kaise dekh paoungi.......😉 Jab aap naraz hote hai na to aap par aur zyada pyar aata hai......🤗
Thanks for the cute song..........
Main aap ko bahut miss kar rahi hoon to bas yeh gaana bhej rahi hoon.......... Uska link bhi....... P.L.E.A.S.E usse zarur sunye ga.......... Meri dil ki awaaz aap tak pahuch jayegi........
Tere Bin Tere Bin Tanha Mann Hai
Tere Bin Tere Bin Khalipan Hai
Jaise Ho Aasman Suna Taaron Bina Woh Haal Hai
Lamaha Kate Nahi Palake Jhapte Nahi Yeh Pyaar Hai
Yeh Pyaar Hai, Yeh Pyaar Hai, Yeh Pyaar Hai
arre wah !!!! aap ko tho hamare nature ke baare mein bahuth kuch maloom ho gaya hai soni jee 😃 aap ne sahi samjha hai..... gusse mein bhi pyaar chupa hota hai..... waise jab hum kisi ko apna samajhte hain tabhi tho pyaar se gussa karte hain..... warna gairoun pe gussa kar ke kya faida hai jee 😳
kabhi kabhi aap ko aisa lagta hoga ke .....
gairon pe karam ...apno pe sitam
aye jaane wafaa ye zulm na kar
par jab aap ke jaise friends hum ko samajh jaate hain tho aisa nahi sochte ..... 😉 kyun soni jee ?
btw, wah!!!! wah !!!! 👏 kya song select kiya hai jee ..... link waala song tho dil ko chugaya hai
kitna sweet song hai very meaningfull lyrics hain soni jee ...sunkar dil khush ho gaya.... 😃
aisa laga aap ne apni dil ki awaaz mujh tak pahunchadiya hai..... nice tune nice music ..... mazaa aagaya
ye song tho main ne ab tak 2 baar sunliya hai soni jee...baar baar sunne ko mann karta hai..... thankzz for sharing..... main ne tho ye new song from the film tere sang abhi abhi suna hai aap hi ki bheji hui link par
fantastic awaaz hai singers ki music bhi kamaal ki hai..... wah!!! kya lyrics hain bas aap ne tho ye gaana suna kar hum ko mast mast kardiya hai soni jee 😃😉
in reply mein hum aap ko ek aisa hi song sunayeinge jiski you tube link hum ne idhar diya hai ..... par ye new film nahi but old one hai...... sunjay dutt aur tina munim ki...... aap ne bhi suna hoga par bhoolgayi hogi...iss ko sunne aur dekhne par phir se ye song aap ko yaad aa jayega soni jee
https://www.youtube.com/watch?v=36IRy4rmcZw
204