piyu bole piya bole
kya yeh bole jaanu na
jiya dole holle holle
kyon yeh dole jaanu na
dil ki jo baatein hain
baatein jo dil ki hain
dil hi mein rakhna piya
lab to na kholoon main
kholoon na lab to par
aakhon se sab keh diya
piyu bole piya bole
kya yeh bole jaanu na
jiya dole holle holle
kyon yeh dole jaanu na...