Armaan- kis muh se baat krega tu
Vishal- isi muh se krunga jo tumko pasand hai 
Armaan- mere liye tu notting hai
Vishal- mere liye bhi tu notting hai 
Episode Discussions
🏏India tour of England, 2026: England vs India, 1st ODI,🏏
SHOCKING! Aplha collects only 5cr in 2nd weekend.
It’s official, aloo in Tumbbad ❤️
Vringad FF: Pyaar Ke Do Pal
Armaan- kis muh se baat krega tu
Vishal- isi muh se krunga jo tumko pasand hai 
Armaan- mere liye tu notting hai
Vishal- mere liye bhi tu notting hai 
Vishal- sasu maa
Armaan- badhiya sa suit bhijwao vishali ke liye
ek ribbon bhi bhijwana choti karni hai
Vishal- sasu maa ki baat kon taal sakta hai , sasu maa ko apni chutiya banani hai 
Vishal or armaan ki baatein 


Vishal- meri aukaat sirf janta or meri family decide kar sakti hai tu koi hota nahi hai
Armaan- kaccha badam wali janta?
Vishal- haan kaccha badam wali janta hi btayegi tumko
Ranveer doesn’t like fights he is stopping armaan and saying iska koi fayda nahi 
ye chiz thodi irritating lagti hai ranveer ki 
Ranveer chala gya andar
saying ki mai jaa raha hu aapko aana hai aap ajao.
Armaan na jaane wala
he needs footage.
Itne feeke contestants hai 
Sana M and nazey talking 
Live feed band krne ka time agya. I can’t tolerate nazey talking about his rap songs all the time with sana m or sana s.
Which winning quality does this rapper has?