Originally posted by: hellodona
Itna aage ka sochna nahi kyunki show hi nahi bachega. Aur innke promos dekho. Sahiba mar rahi toh woh promo main daal dete, promo main kya bakwaas daala tha. Jo audience chali gayi woh waapas nahi aayegi, jo 4 log dekh rahe woh bhaag jaayenge.
aaj ka episode mein sahiba k mu se angad k kitne ehsaan ginwaye gaye or sahiba ka ek bhi nahi kuch bhi yaad nahi sahiba ne jo in sabko help Kari vo sab bhula diya sirf angad ka yaad h
Matlab abhi bhi makers k liye angad is innocent nd mahan hero to is mahan ML ko saza dekar to nahi end karengye show ko or upar se sahiba ki lines bolna ki angad ki life mein kisi ko laaye matlab makers apni koshish karengye
Isliye new FL to aayegi ab vo sahiba ki humshakal hogi ya koi or pata nahi
Lekin ek baat bilkul sach h ki trp itna zyada neechey gir chuki h ki wapis upar nahi uthegi
Isliye kuch bhi kar le makers show to end hoga hi kyunki trp nahi milegi
I wish ki June TMD ka last mahina ho or TMD end ho jaaye jaldi jitna jaldi ho sakey utna jaldi