Bashing k Baad bhi Isha ka confidence Kam nahi hua
Manaara Ko hadka diya - yahan pe patta saaf nahi hoga..mehnat mat karo..wahan Munawar pe hi patta saaf ho Sakta hai..
🏏IPL 2026: RR vs RCB, 16th Match, BCS, Guwahati🏏
ABHEERA IN DANGER 10.4
Anupamaa 09 Apr 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Vishal Bharadwaj Under Fire On Post Against Dhurandhar
Vridang spin-off separted from Kyunki main.
Sandeep Reddy Vanga Praises Dhurandhar
🏏IPL 2026: PBKS vs SRH, 17th Match, New Chandigarh🏏
Deepika Padukone Paid Less For Raaka
ModernAstro is Live — Try Your Free Kundli + 30-Day Pro Access
🏏IPL 2026: CSK vs DC, 18th Match, MACS, Chennai🏏
No China Mentioned In New Maatrubhumi Version
Bashing k Baad bhi Isha ka confidence Kam nahi hua
Manaara Ko hadka diya - yahan pe patta saaf nahi hoga..mehnat mat karo..wahan Munawar pe hi patta saaf ho Sakta hai..
Originally posted by: TrickyMind
Munawar bhi gin k Bata Raha hai 5 nahi do hi thi 🤣🤣

Abhishek ne 3rd wali bhi ginwa di uske baad
At last Manara blsted.
Manara-Munwar se jayada main Samrh ko pasand karti hoon....yeeeeeeh


Isha lagi padi hai ab bhi
Kaun KJo, kaun eye witnesses. Main toh bolungi
Manara-munna se jyda mai Samarth ko like karte hu
Isha-yaha patta saaf hone ka koi scope nahi hai 
Mast hai Yeeh bindaas
salman ho ya KJo 
Aaj toh ISHA ke liye haaye hup haaye hupp haaye haaye gaane ka mann ho raha hai
Isha 

To Mannara - Mujhe abi bhi lagta hai aap like karte ho, mera opinion hai
Mannara - Main clear kar deti hu k aaj ke date mein I like Samarth more than Munnu
Isha - Apka patta waha saaf nahi ho payega 


Ishaaa Han han malooom Hai tu nhi sudhregi
Manara ko laga kjo ki daant se Isha chup ho jaegi , wapas hadka dia goat Isha ne 