Abhishek k andar bhi Munawar Ko le k ek obsession hai
Ranveer Deepika Confirm Baby No 2
🏏IPL 2026: GT vs MI, 30th Match, at Ahmedabad
🏏IPL 2026: KKR vs RR, 28th Match, at Eden Gardens🏏
🏏IPL 2026: PBKS vs LSG, 29th Match, at New Chandigarh 🏏
GUILT ON CASE 20.4
MAIRA IN CUSTODY 19.4
Janhvi Kapoor Alcohol Addiction
Versatile Legendary Asha Bhosle ji Still alive at India Music Forum :
Shabir Ahluwalia AT #25/R Bharadwaj-"𝒟ℯℯ𝓌𝒶𝓃𝒶 𝒯ℯ𝓇𝒶"
🏏South Africa Women vs India Women, 2nd T20I, Durban🏏
Abhishek k andar bhi Munawar Ko le k ek obsession hai
Yeeh munnu tooh daashi ki tarh Ayesha ki paas beeth gaya 
Time to get hypnotised here.
Main toh bahot khush hun😅
Ye murgi ka sa ghar kyun allot hua hai ayesha ko
Dono alleged abusers ki meet chal rahi hai
Originally posted by: Sera-high123
Vicky toh kaafi zyada spineless insaan hai. He is scared of everyone.
Bahut bada wala Bhai. Iske dam nhi hai. Ye bhi ek dushman pakad kar bas usi ko Target karta hai - abhi Arun k peeche pada hai. Itni gaaliyan khai sare house-mates se, jakar unhi se haath milaega aur kamzor walo ko Target Karega. Strong walo ko tabhi karega jab samne se kayde wali beizzati milegi.
Ayesha staircase ke niche kyun so rahi hai? Daily wahin pe soti hai kya?
[paramsundari fake ankita ke lerhe ha abOriginally posted by: SoIWasSaying
paramsundari ko side pe rakh diya kya jab chad lady out ho gayi???

Originally posted by: TrickyMind
Munawar ab aayesha ko lori gaa k sulayega lag Raha hai
Role same hai baby sitter ka
Malkiin badal gaye hai 