I don't think ki Yash ko apne bacho se ya family matlab h or ye bhi ho sakta h ki rumi iska saga beta na ho
Or jis property ka paison ka show off kar raha h vo sab rumi ka ho isliye yash ne khud rumi k against gawaahi di
Warna ye angad ko kyun Target karta Garry to Yash k orders follow kar raha tha agar ye sirf Garry ka plan hota to samjh ataa ki usko anagd se revenge chahiye but no ye sab Yash ka plan tha in sabka boss yash h
Or yash ko angad se kya dushmani thi kuch bhi nahi
Ho sakta h ki yahs ne ye sab kuch us junoon e dil diamond k liye kiya ho or braro ki property ko hadapne k liye kiya ho
Angad ne bola tha ye sab paisa se judaa hua h or jahan paisa hota h wahan p khatra apne aap aa jata h
To Yash ye sab kuch diamond or braro ki property k liye kar raha ho
Or jaise Yash se sab dartey h ki marwaa dega jaan le lega to ye bhi mumkin h ki yash illegal kaam karta ho koi bada criminal jiske liye logo ki Jaan le Lena is easy
Or ye sara Paisa isne galat kaam karke Kamya ho ya phir sab kuch rumi ka ho or rumi ko raaste se hatakar sab apna bana liya
Or ab isko diamond or braro ki property bhi chahiye
Issey iska revenge bhi pura hoga or isko braro ka sab kuch mil jaayega
Braro se revenge or brao ki property sab mil jaaye Issey
But aisa ho sakta h ki future mein Garry braro ko help kar de yash k against jaakar
Edited by Anu_02 - 2 years ago