Originally posted by: hellodona
What the hell? He doesn't hit Rumi...how tf does Sahiba take Angad to hospital. Mereko laga police gaadi main legi...
Waise I think they combined today's precap and yesterday's bts and made a video. Itna promo diya that Angad will save Sahiba from Rumi aur Angad pahunchte hi goli khaayega impossible
aapko ab tak samjh Jana chahiye inke itne precaps ka experience raha h aapko ye to samjh jaana chahiye ki is ph k kisi bhi show k
Promo ya precap p nahi jaane ka 
Kya karey har baar phas jaatey h sab main bhi yehi soch liya ki angad bachayega😂😂😂bacha lega but jab se sahiba ko rumi ki pitai waaley BTS aaye tabhi samajh gayi ki ulta hoga sahiba bachayegi angad ko rumi se😂😂🤣🤣😂😂
Angad ka itna zyada torture matlab angad hospital mein jaayega hi taaki jisne bhi anagd ko hurt karne k paap kiye h vo hazar baar pashchyatap karey roye pair pakdey angad or braro k khaaskar sahiba
...
All precaps are just baits for tv trp audience nothing else
Precap mein dikhaya ki wed Thur se dekhiye ki rumi sahiba k sath phere leta h or anagd aa jata h to save sahiba
But main episode mein angad ko to idea tak nahi hua ki rumi wanted to marry Natasha angad ki zarurat hi nahi padi ulta sahiba rumi ki halwa bana k bhaag gayi 😂😂😂
Ab sahiba will save angad also khud ko bhi bacahyegi or angad ko bhi ye angad bada mission sahiba bacho p niklaa tha haftey bhar se upar ho gaya sahiab bachao mission ko but end mein mission anagd bachao hoga 😂😂😂🤣🤣
vo sahiba ka video call wala BTS h bhaley hi usmein sahiab k mu se dialogue nahi bulwaye but khud socho sahiba rumi ki kaid mein h or angad jungle mein sahiba ko bachane aaya to saaf h ki video call sahiba rumi se nibat jaane k baad hi karegi or angad ki info degi ya phir jungle fight k beech pata nahi🙄🙄🙄
I am sure next dhamedar precap jab bhi aayega to audience ko nayi nayi umeedey dega jhooti phir sab lag jaayengey ye aayega vo aayega k chakkar mein show dekhne nd then main episod mein popat hoga sabka 
Edited by Anu_02 - 2 years ago