Originally posted by: Dhruvvtaraa34
mere ko laga you might’ve posted ff toh mein check karne aayi . Fir pata laga ki idhar toh alag hi kaand chal raha. Ishaan ke show chidne ki fake news. DT ka baby. T ka presumed memory loss. Bhai sahab kya hi ho raha hai. Ab mein batati hun aagey kya hoga. T as always humein disappoint karegi likh ke lelo. Pati aur pyaar usko yaad nahi hoga aur jo naya fake pati hai uski mahanta ke guun uss aadmi ke saamne gaayegi jis se kayada accha insaan puri dharti pe nahi hai. Likh ke lelo. ATP toh mein bol rhi ki agar dhruv ka baby nhi hota na wo toh I swear Mein D Aur Komal ko ship karti. Ye rajwaade khaa gaye bechaare acche khaase aadmi ke jeevan ko. Aur T ne toh likh ke lelo ki gazab ka disappoint karna hai sabko.
Arre behen! Tara humme DISAPPOINTMENT ki jagah aur de hi kya sakti hai 🤣🤣🤣




Le extra ka bhej rhi hun , laga le 