Behen 🤣🤣, Kya ho rha hai tujhe 🤣
Sad gaya and sar gaya ....🤣🤣 aaj dhruv ko nhi dekha , iss lie dimaag kaam nhi kr rha hai kyaa..?
WO bol rhe hai tera dimaag gaya dhruv k pichee...
pagal honeke symptoms mujhe abhi se dikh rhe hai tere chinnu🤣
nd kya mansi di tumhare ek word ne chaos machaa diya 🤪
Ho bhi sakta hai subah se dimag me Dhruv ke khayal hai is liye aaj sab gadbad ho raha hai