Originally posted by: Tia-life
400 sal purani baat hai,
Ek Baba ne do premiyon ke prem mein daali badha ,
Premi the chikitsak Dhruv aur Rajkumari Tara.
Niyati Jaap kar karke unko de Dala shrap dher sara,
But Jab Kanha ji Ho team Mein To shrap to tha bekar hi Jana,
Lakh samjhaya tha Is Duniya ne ki in premiyon ke beech na aa ,
Lekin ye apshaguni Baba Zara sa bhi Na Manaa murkh kahi ka .
Premiyon ka Milan to Ho Gaya , yah to pre-decided hona hi tha.
Ab Baba chup chap baithkar Dhruv ke hathon thappad kha .
🤣🤣
Tumhare andar ka poet jagte hi hame hasa hasakar pagal kar deta hai best tia 🤣🤣🤣🤣🤣🤣