yes now I want angad to throw her out or angad ko sahiba ko utha kar bahar pheknaa chahiye kyunki I am sure ki sahiba sirf get out bolne se bhi nahi jaane waali h isko hath se kheechkar ya god mein uthakar bahar phekna hoga or security lagani hogi Ghar k bahar taaki ye andar na aa sakey or ab precap or darji ki complaint k baad nagad par hi bharosa h ki vo kuch karey is sahiba naam k besharm ladki ko utha k bahar pheke warna ye nahi jaane walai ye get out bolne se bhi nahi jaayegi isko pakad k bahar phekna hoga leech ki tarah chipki hui hOriginally posted by: hellodona
Iss main bhi logon ko chahiye aur meek ho. Meek ho toh jaise mahaan fl bani pregnancy track main waise ho, yeh kya sab beizzati kar rahe muh nahi khul raha.
Angad ab tum hi ho sahara, nikal phenko issko bahar.