Angad 24/7 har jagah har waqt sahiba k aagey peechey ghoomtey hueyš¤£š¤£
Angadšmujhey koi show nahi h tumhe hath lagane ka main to chahta ho nahi hoon tumhare paas aanaš¤£š¤£..
Sahibašš¤Øš¤Øpaltuš¤£š
Waise sahiba was right about angad ye gharwalo k saamne kuch or hota h or sahiba k aagey kuch or hota hš
Pamela aunty k aagey no hum ek jaise nahi h na ho saktey h or seedha bhaag Gaya peechey peechey š¤£
Isne veer ko isliye dhamki di kyunki isko sahiba ka pata Jana tha š¤£
Sahi bola sahiba ne ye angad bohot se mask pehene huey h ye khud nahi jaanta hoga isko kya chahiye
Angad dusron k aagey dikhawa karta h but sahiba k aagey wahi banke rehta h jo vo h real mein
Ye Jasleen nd Garry to isi bharam mein jee rahey h ki angad to sahiba ko kabhi accept nahi karega usko pasand nahi karta inka rishta waisa nahi h
Jabki sach yehi h ki purey brar house mein sirf inka hi rishta Aisa hoga jo sacha hoga jahan sabse zyada pyar hoga baaki sab to dikhawey k rishtey hogey bas š
He took her to moonga house too. from than it started