So gaya yeh jahan
So gaya asmaan
So gaye yeh sare manzile
So gaya hai rasta šš
Pooja from Mujhse Dosti Karoge is toxic and irritating
Episode dtd 5.6
🏏Afghanistan tour of India 2026: Only Test on 6th June @ 9:30AM🏏
Vulgarity- Bollywood vs Tollywood
From Predictions to Podium: IPL 2026 Winners, Awards & Rewards
UC *Donot Comment*
Rishnak FF: Yeh Hain Jalwa
So gaya yeh jahan
So gaya asmaan
So gaye yeh sare manzile
So gaya hai rasta šš
Yaariyon ka wo dariya utar bhi gaya,
Aur haathon mein bas rait hi reh gayi,
Koi puche ki humse qata kya hui,
Kyun khafa ho gaye dekhte dekhte?
Tum hayaa ho, tum ridaa ho,
Tum wafaa ho, tum nasha ho,
Khamosh nazrein, sadayon jaisi,
Tumhari baatein, duaon jaisi..
Ho bas agar tum humare sanam,
Hum toh sitaaron pe rakhde kadam,
Saaraa jahaan bhool jaye,
Bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaye,
Ae kash hum hosh mein ab aane na paye,
Bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaye..
Kuch na kaho, kuch bhi na ho,
Kya kehna haii? Kya sunna hai?
Mujhko pata hai, tumko pata hai,
Samay ka yeh pal thamm sa gaya hai,
Aur iss pal mein koi nahi hai,
Bas ek main hoon, bas ek tum ho..
Ho chandni jab tak raat,
Deta hai har koi saath,
Tum magar andheron mein,
Na chhodna mere haath,
Jab koi baat bigad jaye,
Jab koi mushkil padh jaye,
Tum dena saath mera o humnava,
Na koi hai, na koi tha,
Zindagi mein tumhare siva,
Tum dena saath mera, o humnava..
Maathe pe gore,
Kaala teeka banale mujhko,
Tujhko balaon se bacha loon,
Hai dhoop ye zamana,
Oas ki boond hai tu,
Palkon ki chhao mein chhupa loon..
Ao ne kana, tara haare garbe hu toh ghumu,
Tara vagar kana mane lage sunu sunu,
Saanjh sajila ekvalaya toh lange adhuru,
Preet ma taare kana hu toh jag akhun re bhulu
Yeh dil kahin lagta nahi,
Kya kahu, main kya karu?
Tu saamne, baithi rahe,
Main tujhe dekha karu,
Tune aawaz di,
Dekh main aa gayi,
Pyaar se hai badi kya kasam?
Jab tak Hriti wapis aa kar new AT Thread nhi banate tab tak yahi chat karo
Hey guys, am back after really long time. Just to drop an old banter filled os I had written long ago and found in my hard drive. Its long but...
1.1k