Ab goenka ur birla dono be Physical Abhi aur arohi ke shaadi ke preparation kar rahe hai aur mentally akshu aur abhi ke...Unn pata chal gayaa aage kya hoga..Kairav I'm right moment enjoy karana ...😆Originally posted by: shrutiraina007
Sacchi! 😂😂
It was so stupid, aur Aaru doctor hai? 🤣 🤣 🤣
Akshara ko Abhi ke pass dekh ke sabko saanp soong gaya. Karo aur shaadi shaadi🤣🤣🤣 Nahi hone wali hai ye shaadi bhi.
0