Originally posted by: Devikadish
Main kuch days gaayab kya ho gayi, forum ka shakal he badal gaya lagta hai, BK ka appreciation thread dikhra hai, aur ab chaskameter rating bhi improve hua
Kya chalra hai bhai, I am lost😳
Watch the last 3 episodes 🤣
Mausam badal gaya, jazbat badal gaye wala meme is best to describe the situation 😆