Episode starts with
Zombie- Bhabima- Piddhi scene.
Zombie says, “ Krish aaye toh toh baat aage bade, pata chale hum paper leke jaaye woh daraal nikal jaaye”
Bjabim says, “pata nshi ye Krush kahan reh gaya”
Just the. krish comes running to BhaGo, he says, “ aap log breaking news sune, woh chadiwaala Mansukh bhai hai naa hamara dukaan karid raha hai, aaj hi Shweta ko bayane dene jaa raha hai”
Zombie says, “haan market mei ye baat faile hui hai dho teen logon ka message bhi asaya mujhe”
Piddhi says, “ kya aapko pata hai? Aapne kuch bataya kyun nahi, aane kuch kiya kyun nahi? Hamare dukkan mei daal chawal ke saat chaddi bikhegaa accha lagegaa aapko?”
Bhabima asks, “ tujhe kisne bataya ye baat?”
Piddhi says, “ kisne bataya? Abhi abhi photo copy karne gaya thaa, wahan Mansukh Bhai aaye te, unhone bataya, kya hogaya iss duniya ko? Wph bhikarini thi jo Shweta ke saat sadak pe rehati thi, woh Mansukh Seth ki GF bann gayi, uske dukaan ke bahar sote sote woh donon couole ban gaye batao?”
Bhabima asks, “tu woh budfiya ki baat kar rahe hain, jo hamari ghar ke bahar Shweta ke saat tamasha kar rahi thi?”
Piddhi says, “haan wahi lomdi jisne Shweta ka saat diya thaa”
Bhabima is smiling.