Originally posted by: -purnima-
🤣🤣🤣 He is already HOT 🥰🥰🥰...
If Dev goes transformation sabse pehle Vidhi ne faint hojanaa hai 😆😆😆
Chachi Golden ko chhod khud lagegi line me... gayegi hum aapke ham umar hai bas galat jagah number laga diya maa baap ne... tadegi nalayak khud hi...
aur agar Golden na bataya hota ke main pyar karti hu Dev se... sabse jyada yahi uchalti... bolti
wo kya hai na... pyar me umar wumar kya dekhna... pyar to pyar hota hai ji..... aisi chant nalayank kamini hai ye