Originally posted by: JinglesRead
Socho kyu dikha raha hain ki Virat aur Sai ab pyar nahiin karthe ek dusre se . Itna bada accident yuhi toh nahiin karenge. Agar Pakhi ko negative bana hain toh itna bada accident kyu . Leap hoga aur jab bhi leap hota hain bacha toh hota hi hain . Shayad Pakhi fake kar rahi hoon par uske liye consummation hona zaroori hain .
accident ab tak shoot kar rahe hain toh agle kuch episodes mein much toh dekhayenge.
100%...
Aapko negate kar kaun Raha hai, sab aapke haa me haa to Mila rahe hai...
SaiRat ki Savi ka naamkaran uske aane se pehle ho gaya tha, ViRakhi ke bachche ka naam kya hoga? ViRakhi? Ya ViLekha/ ViLekh?
72