Part 4
Before wedding Chupke chupke
Chaand tho nazar aa raha hai magar adha
Aur ishq badta ja raha hai hadd se zyaada



Tujhe chahna hi mera eklauta kaam hoga
Ke marke bhi hoton pe sirf tera naam hoga
Ab tho ye hai waada mera ab tho yahi hai irada mera
Mohabbat ki hai mohabbat karenge
Saath jiye hai saath marenge.....


Meri dhadkan feel kar sakti ho tejo...hum dono ki dhadkane match ho rahi hai
Rab kare humaari saasen humesha aise hi chalti rahe ek saath...kabhi kisi ki nazar na lage...







































