U r not the only one dear lol🤣mere saath ek baar ye hua ke pura PM likh liya and than jab send k button ko press kiya to WiFi closed tha🤣🤣
Pura Page udd Gaya again type karna pada phir
Atlist azka Azlaan ko 5 episodes Milne chahiye the ek din shaadi hui and dusre din AZlaan ko pyaar ho Gaya 😳pyaar hai ya mazaq,it’s not his first love and sudden do din me pyaar hona digest nahi hoga.
Isko 2 mins maggi wala pyar bolte hain
makers ne apna show ka satyanaas maar diya