Aray kaha!!! Shaurya se sacha pyar ho gaya tha Misha ko uske liye na jane kya kya na kiya🤣🤣par i must say usne heart break 💔 aache se handle kiya unlike her sisters 🤣Originally posted by: White-Lilac
Chalo accha hai teesra Bhai nahi tha Inka 🤣🤣 Misha ki kismat acchi thi 🤣
Phir show band krne k chakkar main Mosha aur kabir ki jodi bana di , woh friends hi aache thay,😆😆
Kabir ne duniya ki sare ladkiyo ko gf banane k baad misha ko choose kiya 🤣🤣🤣
1.1k