Haan bas ab mujhe baat nahi karni iss baare mein ab aur. And Juhi pls you also stop ek baar bolti hai toh rukhne ka naam hi nahi leti. Auto kahiki.
Tumhe nhi karni hai lekin mujhe baat karni hai
Yeh kya matlb hua ki tum jab shuru karo tab shuru nd tum jab end bolo toh end 😒😒
Aisa thodi na hota hai

Chal aa aur continue kar aage ki baat 😒😒
