Originally posted by: QueeN456
Lalach k kya baar h suruaat to sunny ne ki.. Mere pass bhi pastry hai... Main kha rhi hu anuj ka naam lekar... Pizza order kia h.. Tu bhi kr le.. Kiska wait kr rhi hai.. Anuj ne kha tha naa hume choti choti khushiyaan manzile celebrate krni chahiye wohi kr rhi hu.. Tu bhi kr le.. Rhi baat pan milkshake... Muscat parcel kru kya Yaa banana milkshake chahiye.. π€£π€£π€£π€£
Mujhe yeh sab khana maana kiya hua hai...π₯Ίπ₯Ί
Banana wala chalega πππ

