Originally posted by: Not_James_bond
Maa yahi chahti hain.😂😂😂
Baaki gharwale nahi manenga.😂😂
Merako koi farak nahi padta as long as it's in the mountains and I'm in. My pajamas.😂😂😂😂
Ladka gharwaale dhundagenga.😂😂
Maina unha pehla hi kaha hain ki ladka kon hoga yeh woh yeh kare aur shadi ka din mujha call kare main mandap main aa jaungi bas army ka ho .😂😂😂
Toh phir Christian marriage kar lena kyunki usme phere nahi hoge..😂