Originally posted by: arya212002
saaf safai is important.. varna inte saalon ke band kamre mein ghusna mushkil ho sakta hai 🤣🤣
Pehle jaale saaf karo phir paani se safai phir grahpravesh 🤣🤣
Arey pir polish b to krna padega darwaja itne sali me safai hui h tho jang b to na lage dubara aisa kaam b to krna h na, movement smooth ho🤣🤣🤣