Place
Swarg lok💐🌹🌷🌺🌸🏵️🌻🌼💮🏞️
Manisha zameen pe para hota hai aur bhains🐃 Apne Jeep se uske chehre ko chat Rahi hoti hai. 🥱🥱🥱
Ki Achanak ✨⚡🌟💫
uski nind khul jaati Hai.!!!!🙄
Bhains 🐃Ko dekhkar woh daar jata hai😧😧😧
Aur zor se chilata hai
Baccha ooooooooooo ⚡⚡✨🌟💫
Manish:- Aree yeh kis astable mai,
ah Gaya Hun mai ?
(Tabhi Manish ki najaar Kartik per prati hai🥺)
Kartik ke sar mai bandage 🩹🤕 hota hai .
Me in my mind:- 🤔 (naira se kal pita tha!
usi ka tag hoga🩹)
Manish :- Karthik!
Mere bete tum yaha 🥺🥺🥺
(emotion music in the background)
Tum yaha mujhe Milne niche ah gaye mere beta 😭😭😭😭
Mujhe yakin nahi ho raha 😱😱😱
Karthik:- papa!🥺🥺🥺
Manish :- papa !papa!
kya kar raha hai !
aja mere gale lag ja mere bete 🫂
Tabhi Achanak Yamraj Ji bolate Hai🥱🥱🥱
Note:- please read yamaaj's ji dialogues in Gabbar style)
Yumraaj:- R o Karthik Papa Ki kitni saddiya thi?🤔
Kartik:- Ji doh Prabhu🙏🙄😔
Yamraj :- Aur tumhari ?🤔
Kartik :- Ji teen !😔😔😔
Yumraj :- Papa Ki doh 🤔🤔
tumhari teen 🤔🤔🤔
Yah to badi na insafi hai!!🧐🧐
Tum sasura manish Khud doh shaadi karke baithe ho!🥱🥱🥱
Aur
Kartik ki teen karva ke plane se fek diye ho!
Aur
Abhimanyu Ki yaha ek nahi hone de rahe ho?
Aisa kyu?🙆🙆🙆🤷🤷🤷
Manish:- Karthik !🥸🥸🥸
yeh nautanki wala kaun hai ?🙄🙄🙄🙄🙄
Kartik:- Papa !
yah nautanki wala nahi
Balki
sakshat khud Yamraj Ji Hain!😒
Joh aapse baat kar rahe hain!
Manish:- Yamraj!!😱🤯😲😯
Kartik :- ji ha .
mai niche nahi !
Balki aap upar ah gaye hai! 😩🥴🥴🥴
Manish in shocking State :-
To kya mai mar Gaya Hun?🙄😒😔😔😔
Yumraj :- Nahin hum tumhe Lori Suna ne
yaha lekar aaye Hai 🤣🤣🤣
kyunki Tum so nahin rahe the!!!🤷🤷🤷🙆🙆🙆
Abey pagla gaye ho !
Kabhi school mai pustak (books) nahi pari thi kya?
Hamara yani Yamraj ka kya kaam hota hai ?😡😡😡😡
Manish:- mai maar gaya !!!🙄🥴😭😭
Yamraj:- Abey chilkoot! 🤦
Prithvi lok per tumhara bin matlab bhashan📢🔈🔊🎤🗣️
dekar tumhen yahan apaharan karke laya gaya hai 😡😡😡😡😒😒😒
Manish:- matlab ?
Yamraj :- matlab agar tum Abhimanyu Aksara Ke rishte ke liye Mane to theek 😁🤗
Nahi toh wapus jane ka reservation cancel 😡😒
phir yahi bhains 🐃ki Pooch ke sath bandh ke pure perlok ka Brahman Karwaye ge aur kya 🙆🙆🙆
Manish :- Aisa thodi hota hai Prabhu!
yeh to jabardasti ho gai !🙏🙏🙏😩😩🥴🥴
Yamraj:- toh sasura tum itne din se kya kar rahe the Prithvi lok pe?
Ab chhako apni dava ka swad.🤣🤣🤣🤣
Kaise lagta hai jab koi jabardasti faisla thoptta Hai🤷🤷🤷🤷
Manish :- Mujhe maaf kare Prabhu🙏🙏🙏😭😭😭😭
Mujhe Akal ah gai hai 😩😩😩
mujhe wapas jaane De🙏🙏🙏
Yamraj :- beta abhi toh aaye Ho 😁
Thodi yahan tumhari khatir dari karte hain fir aaram se chale jana🙆🙆🙆🙆💫
Manish:- matlab?
Yumraaj:- pehle abhimanyu wapas ah kar tumara ilaj toh kare .🤷🤷🤷
Aur agar tumare circus mandali Parivar ne uski jamanat Nahin karvai toh Bhai
Tumara ho jaye ga tata bye bye 🥱🥱🥱🥱🥱
Manish shocked !😲😲😲
Yamraj rocks !🥱🥱🥱🥱🥱
Ps. Aaj abhi ka sorry bolne ka style mast tha
Kya attitude tha .
Ish se toh yamraaj bhi impressed hai 😁🥰😍🤩🥳🥰🤗
32