Originally posted by: Not_James_bond
Dekh Maina aaj tak jo kaaha 90 percent saach hua chahe exactly waisa na hua ho jaisa maina kaaha but hua toh sahi.😂😂😂
Paani ka sach hua, karan na hi main prosose kiya , walnut ka sach nikla beech beech main kaafi cheeza sach nikli yeh tumko bhi paata hai 😂😂😂 only thing I guessed wrong was monami ka proposal 😂😂😂 but usko leka tumna mujha bohot tang kiya.😂😂😂
Maina pehli hi kaaha tha nahi bataungi but tum peecha paad jaati hon.😂😂😂
Kyuki kab hoga yeh nahi pata hota mujha bas hoga yeh yaa toh guess kar leti hun yaa aajkal thoda bohot dost sa hints milta hain.😂😂😂
Tumko vishwas karna hain toh karo 😂😂 warna show main aneech toh hain hi tumko pakane ka liya.😂😂😂😂
Kaha tum motivate karti thi aur kaha demotivate kar diya hum becharo ko..
ab lagta hai humein hi set par jaa kar usse kidnap karna padega..😐