are woh mere Id pe click karke dekhna dikta hai kya?Originally posted by: Manasi_16
Zara profile ki link share toh kar....bada interesting lag raha hai😆
🏏IPL 2026: MI vs RCB, 20th Match, Wankhede Stadium, Mumbai🏏
🏏IPL 2026: SRH vs RR, 21st Match,Hyderabad 13 Apr 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: LSG vs GT, 19th Match, Ekana Cricket Stadium, Lucknow🏏
Favourite Songs of Asha Bhosle 💖💙🩷💛💜❤️💖
12.4 and 13.4 episodes
A Film Doesn’t Feel Like Propaganda If You Never Pause to Notice
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 41
NASHIK MNC Jihad
are woh mere Id pe click karke dekhna dikta hai kya?Originally posted by: Manasi_16
Zara profile ki link share toh kar....bada interesting lag raha hai😆
abe bhagya wale ki story abhi vaise bhi drag hii kar rahe hai to band kar de...😆
Mtlb 2 se upar wala bhagya bandh kardegi lekin 1 niche wala balh nai
Huh
Bichare BALH ka to abhi shuru hii hua hai... Abhi tak confession bhi na hua...😂
how are u and family back home
so I can watch Bigboss season 5 for amar

nahi maine to aisa kuch na suna...🤔
Aa raha hai kya iska season 2 ..
Mujhe nahi lagta... Koi nahi aayega... Plot bahut alag tha iska... Aur iski cast ko lekar to EK banayegi bhi nahi...
Ashvini kelsekar ke saath to uska khatarnaak jhagda hua tha...uss waqt... Isliye to show band kar diya tha isne aadhe mai..🙄
Aur iske baad usne iska koi show nahi kiya..🙄
I don't think so ki iska season 2 aayega..🙄
are nahi aa raha...mujhe nahi lagta EK banayegi..🙄
vo to hoga hii... Main cst ke saath banayegi nahi.. Aur dusra wale ko uske fans na chalne denge..😂😂😂😂
sab EK se dukhi hai idhar...😂😂😂😂Originally posted by: Manasi_16
Bilkul! EK ka har ek show flop ho jaye, bandh ho jaye, saare channel usse slots dena se mana kar de😈
dono ki situations bhi bahut alag thi be..🙄
Vaha pur viru ki wife thi aur uss par alag type ka aarop laga tha.. Idhar sirf baat chupayi hai anu ne.. Vo bhi uski wife thodi hai..🤦♀️
Soch agar pad jaati to... Udhar bhuchaal aa jata SM pe... RS ki jo vaat lagate na iske fans...🤣🤣🤣