Originally posted by: TrickyMind
Om swami wala season nahi dekha? 😲 It was one of the best season of BB history .. Jagga wala eviction toh ab tak kabhi nahi hua kisi ka.. Chingu ne pakka Swami om ki AT banayi hogi woh season mai🤣🤣
Nahi yaar Monalisa ki banayi thi..😆
Jagga wala part kafi miss ho gaya mera warna uski banati

