Originally posted by: Prachi1967
Mein chahti hu papa birla ki gf aayeah....woh akshu ki singing guru banke
Nahi yar.... yeh hi story ssk2 mein chal raha hai bas usme dada ki gf agyi 🤣🤣🤣
Harsh ki gf Akshara ki patient ban sakti hai .... Harsh ki wajase emotional trauma hogya phir apni Akshu use teraphy deke action mode mein badal degi 🤣