Anand- Ek baat batao , tumhara kuchh hila hua hai kya ? Agar tumhara koi screw gir gaya ho toh main use dhundne main madad kar sakta hun .
Thori der pahle tum aise nach rahi thi k naagin dance karne wale baraati bhi complex main aa jaye . Ab aise muh lamba karke baithi ho k lauki bhi sharma jaye .
Tum itne saarey mood swings laati kaha se ho .
comment:
p_commentcount