Haan toh Renu ko heroine bannna tha bano ab🤣
🏏IPL Match 9th GT vs RR at Ahmedabad 🏏
🏏IPL 2026 Match 8th DC vs MI at Delhi🏏
🏏 IPL 2026 Match 10th SRH vs LSG at Hyderabad 🏏
Celebrities at NMACC- Salman Ranveer Kajol SidKi. video page4
'Not Making It To Appease Indians' Ramayana Producer
Wild kids,wilder love life Erul Ahana TS
🏏IPL 2026: Royal Challengers Bengaluru vs Chennai Super Kings, M 11🏏
Haan toh Renu ko heroine bannna tha bano ab🤣
Originally posted by: ShikhaHans
Satyam ne renu ko tapka diya hoga and blame viru pe daal diya hoga.
Abb hamaari sherni bachayegi apne babbar sher ko♥️
Isko lawyer hi ban jaana chahiye tha..Viru ko bahot kaam padta hai
Pehli baar Satyam ne dhang ka kaam kiya badi irritating thi iski behan..waise Satyam bhi tapak sakta hai😆
Congrats on becoming Goldie
No, satyam ko nahi marengy agar second season layengy ko bahut masala dega satyam Anjali ke sath... Ye behna ko hi hatayegy
Pehli baar Satyam ne dhang ka kaam kiya badi irritating thi iski behan..waise Satyam bhi tapak sakta hai😆
Congratulations 🥳 on becoming golden 🤗
Oh wow yahi colour chahiye tha mujhe..thoda yellow ki family se haina isliye🙃
#Yellove
Thank you💛🤗..abhi mera username ka colour accha hai🙃
Originally posted by: Anjana03
No, satyam ko nahi marengy agar second season layengy ko bahut masala dega satyam Anjali ke sath... Ye behna ko hi hatayegy
Mujhe nahi lgta yeh log abhi 2nd season ka soch rahe hai..aur Vir ne Satyam ko maarna ka dialogue bola tha isliye bhi lga Satyam ko tapkaya hai
Congratulations pragati🤗
Goldie ban gai🥳🥳
ho sakta hai ye bhi... 2season main purvir ko hi lana chahiye.. Tabhi dekhungi..
Mujhe nahi lgta yeh log abhi 2nd season ka soch rahe hai..aur Vir ne Satyam ko maarna ka dialogue bola tha isliye bhi lga Satyam ko tapkaya hai