Originally posted by: kavya1994
๐ต
Main kya karu....bhaag jaau
Karan agar main se chali gayi na, toh uski wajah sirf meri original hain, isko tum aasani se mat chodna, iski bahut udana...
I badly want her ๐woh bhi bahot bura wala aur sabke samne๐ takki iska saara dreams ka bhoot byaaz ke saath iske sar se utar jaaye
Plz makers jaldi se Karan Shergill ke patni ko bhi introduce kariye show mein๐
Main trast ho gayi hu iss Monu se๐ญ๐ญ๐ญ๐ญ
Kal humein jiss baat ka darr tha,wahi ho gaya..
chalo phir mere saath hi bhaag jao..
yaha wala Karan jab kuch onscreen wali jodi ko sabak sikha dega tab hum waapis aa jayenge๐